Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
pakistani

Sirf Eik Sher

Recommended Posts

naamoo ka eik hajoom sa hai mere aAss pass

dil ek naam sune key dharkta zaroor hai ! :wub:

keep going mo0n

Edited by M00N

Share this post


Link to post
Share on other sites

kiran>>>pora song likh dala hai :P

nadan n moon>>> changhey shair the :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanks Umair!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Rooz tarapte hain hum

"Rooz tarapte hen hum

Dil ko jalata bhi hen

Kuch to hoga haq main behter

Ye keh ker behlaten bhi hen

Tot ker jo bhikhre hen sapne sare

Hum chandni raaton main unko sajate bhi hen

Apni wafaon se mil ker hum

Unki bewafai ka soog manate bhi hen

Tanha bhet ker rooten he hum

Or mehfil main muskuraten bhi hen

Wo bewafa hen yakeen hota nahi hame

Dil ko is baat ka akser yakeen dilate bhi hen

Share this post


Link to post
Share on other sites

:o umair aap bhool rahe hain yeh ghazal pehle thi aur song abh hai... aue waise bhi mujhe Qateel ki poetry bohat pasand hai :( ;)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mat dekh peechay mur mur ker yoon baar baar

Teray iss thehernay se dil kee dharkan na theher jae

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aik muddat se teri yaad na aai hum ko

aur hum bhool gaye hoon tumhe aisa bhi nahin

Share this post


Link to post
Share on other sites

kiran maine to song suna tha :P ab app jhoot bol kar jaan chura rahee ho :lol:

pakistani... nice one :hi:

nadan>> nice :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

YAAAD

"Kisi Ki Yaad Mein Palkein Zarah Bhigoletey Hain

Udass Raat Ki Tahhaiyoon Mein Ro letay ....

Dukho0 Ka Bojh Akailay Nahi Sambhalta....

Kaheen Woh Milta Tou us Say Lipat kar Ro laitay..

Ager Safar Mein Humhara Bhi Hamsafar Houta..

Bareee Khushi Se inhi Pathron par Soo laitayy..

Yeh Kiya Kay Roz Wahi Chandni ka Bister h0

Kabhi to Dhoop Ki Chadaar Bicha kar So letayyy .......

Share this post


Link to post
Share on other sites

Umair :yes:

"Hum dhushmano ko bhi pakiza saza detay hain

Ser uthtay nahin nazroon say gira detay hain"

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum saanjh samay ke chaya hain tum charhtee raat kee chander maan

Hum aataay haun tum jatay ho phir male kee soorat kiunker ho

Share this post


Link to post
Share on other sites

very Nice Pakistani!..

Insha's na!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

yes its inshaaa my fav

Dil Hijr ke dard se bhojal hay ab aan milo to behter hay

Iss baat se humko kiya matlab yeh kaisay ho yeh kiunker ho

Share this post


Link to post
Share on other sites

aankhain meet kinaray betho moon ke rekho band kawar

Insha jee lo dhaga le lo or lab see lo khamosh reho

Share this post


Link to post
Share on other sites

is IShq per hum bhi hunstay thay bay hasil sa bay hasil tha

ik zor biphertay sagar main na kashti the na sahil tha !

Edited by rukh

Share this post


Link to post
Share on other sites

iss dard me kiya kiya hay ruswaee bhee lazat bheee

Knta ho to eisaa ho chubhtaa ho to eisaa ho

Share this post


Link to post
Share on other sites

mujhay maloom ha us ka thikana phir kahan ho ga

parinda asman chonay main jub naakam ho jayee !

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yeh baat baat pe kho jaana...?

Kuch kehtey kehtey ruk jaana!

Yeh kiss uljhan mein rehtey ho....?

Kiya payar hamee say kertay ho! :blush:

Share this post


Link to post
Share on other sites

himmm nadan mujhye bhie kuch aese hie lagh raha hia :lol:

rukh nice shair :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

aik shaire

"sahare apni yadon ke hamare sath rehne do

na jane kis gali main zindage ki shaam ho jaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Zindagi ban ke koi shakhs mila hay hum say

Meherban aaj sahee, kal woh khafa bhee hoga

Edited by pakistani

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.