Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
napster

Mera Naam Hi Mohbat

Recommended Posts

THIS IS MY NEW TOPIC FOR ALL

khoi khoi see dehmi dehmi see

thodi aan khai thodi kahi see

kuch pyar ki bateen

thodi muskrati hoi do diloon

ki hai yeh ajazet

mera naam hi mohbat

choti choti see khili khili seee

pyari see ladki thi meray dil ko

cho gai

mera naam hi mohbat

begaye sapnee kache ankheen

choti choti dil ki bateen

kasy hi zindgi

kasy hi dewangi

begi begi see pyari pyari see

dosti ki hi ek hakeqat

mera naam hi mohbat

mera naam hi mohbat

Share this post


Link to post
Share on other sites

sooooooooooooooo sweet nepstar

b happy

ye waqar ali nay gaai bi zabardast hay naa

Share this post


Link to post
Share on other sites

HELLO

HERE IS ONE MORE

yeh kasy chaten thi cha kay bhi na cha saki

kal us par ghzeel lakhi phir usay na suna saki

main sunaty thi roz usay mohbat kay kisay

par khani kay apni lafaz na la sakay

woh meri hansy ko kehta tha bechdnay ki khushi

our main usko zaham yadoon kay dekha na saki

main ek hiyat iss ki cha kay sazoon main rahy

woh meri roh ka sur o tal hi bata na saki

woh har sat hi dil kay sher main dhadkta hi

our main us ko uski dhadkon say na mila saki

udas ankhoon nay gham ko eyaan na dia

ayneay say kabhi chera bhi chupa na saki

bas sumndar kay sath ban kay sahiloon ki hawa

main us kay sang tu chali magar us ko pa na saki

bechad kay bhi bekhar paye na khoshbo us ki

keed muthi main rusvayeen pehla na saki

pehlay kajal say woh bhi meray na wakaf tha

main us ko apnay pyar ka raz dan bana na saki

<><><><><><><><><><><><><><><><><><><><><><><><><><>

Share this post


Link to post
Share on other sites

:hi: Hi all

Mohabbat kuch nahin chahti mohabbat saath chahti hai

Katthan ho manzil ya aasan safar ho

Mohabbat piyar kernay walon ka sath chahti hai

Ek dosray par jaan nisaar kernay ka aizaz chahti hai

Mohabbat kuch nahin chahti muhabbat sath chahti hai :wub:

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

dil kaa kyaa hai vo to chaahegaa musal_sal milanaa

vo sitam_gar bhii magar soche kisii pal milanaa

vaa.N nahii.n vaqt to ham bhii hai.n adiim-ul-fursat

us se kyaa kahiye jo har roz kahe kal milanaa

ishq kii raah ke musaafir kaa muqaddar maaluum

dasht-e-ummiid me.n andeshe kaa baadal milanaa

daaman-e-shab ko agar chaak bhii kar le.n to kahaa.N

nuur me.n Duubaa huaa subah kaa aa.Nchal milanaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello

"Mohbat har garz se pak hoti hai

agar is main garz shamil ho jaye to woh mohbat nahi rahti.

jis taraha barish ka aik katra sahra main jan dal daita hai isi taraha sachi mohbat insan main zindgi ki aik nai umang paida kar daiti hai.

:inlove:

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello

i am very thankh fulll to all of taht who can send me

massage about mohbat

vary very nice masages

JANAY KION

mohabbat ka safar

itna khuthan hota hay

na janay kion

is per chal nay walay ko

kabhi

manzil naheen milti

na janay kion

is my dekhy janay walay

khwboon ki tabeer may

karchioon kay siwa khuch nahee milta

na janay kion

is my sb khuch khokar bhi

daman tahi rehat hay

is may sirfarmano ka khoon hota hay

na janay kion

is safar ka rasta

itna khuthan hoat hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

heloi

all

dayaar-e-Gair me.n kaise tujhe sadaa dete

tuu mil bhii jaataa to tujhe ga.Nvaa dete

tumhii.n ne ham ko sunaayaa na apanaa dukh varanaa

duaa vo karate ke ham aasamaan hilaa dete

hame.n ye zom rahaa ab ke vo pukaare.nge

unhe.n ye zid thii ke har baar ham sadaa dete

vo teraa Gam thaa ke taasiir mere lahaje kii

ke jis ko haal sunaate use rulaa dete

tumhe.n bhulaanaa hii avval to dastaaras me.n nahii.n

jo iKhtiyaar bhii hotaa to kyaa bhulaa dete

tumhaarii yaad ne ko_ii javaab hii na diyaa

mere Khayaal ke aa.Nsuu rahe sadaa dete

sama'to.n ko mai.n taa-umr kosataa Syed

vo kuchh na kahate magar ho.nTh to hilaa dete

Share this post


Link to post
Share on other sites

ik na ik shammaa a.ndhere me.n jalaaye rakhiye

subah hone ko hai maahaul banaaye rakhiye

jin ke haatho.n se hame.n zaKhm-e-nihaa.N pahu.Nche hai.n

vo bhii kahate hai.n ki zaKhmo.n ko chhupaaye rakhiye

kaun jaane ki vo kis raah-guzar se guzare

har guzar-gaah ko phuulo.n se sajaaye rakhiye

daaman-e-yaar kii ziinat na bane har aa.Nsuu

apanii palako.n ke liye kuchh to bachaaye rakhiye

Share this post


Link to post
Share on other sites

DIL CHAHAY JISAY WO LOG KAHAN MILTAY HAiN

dil kay zakham lafzoun may kahan miltay haen

dil chahay jisay wo log kahan miltay haen

koe tou ho jo meray ehsasaat ko samjhay

koe tou ho jo meray jazbaat ko samjhay

magar aisay log zamanay may kahan miltay haen

dil kay zakham lafzoun may kahan miltay haen

dil chahay jisay wo log kahan miltay haen

yun tou sabhee kertay haen wadayey wafa

jo nibha sakein isay wo log kahan miltay haen

routay tou sub haen kisi ke yaad may laikin

chup chaap jo jalay aisay log kahan miltay haen

dil kay zakham lafzoun may kahan miltay haen

dil chahay jisay wo log kahan miltay haen

toot ker yun milein k tamanna na rahay koe

jism say rooh may utrein wo log kahan miltay haen

shikwa tou sabhee kertay haen baiwafaeun ka laikin

jo situm seh ker bhee khamosh rahay wo log kahan miltay haen

dil kay zakham lafzoun may kahan miltay haen

dil chahay jisay wo log kahan miltay haen

aasan bohat hay dil tourna laikin

jo dil jore sakay wo log kahan miltay haen

jinkay khuloose may zaroorat ka rang na ho

iss zamanay may wo log kahan miltay haen

dil kay zakham lafzoun may kahan miltay haen

dil chahay jisay wo log kahan miltay haen

kaisay koe dhoonday musafiroun ka suraagh

bicharnay walay log phir say kahan miltay haen

may apnay gham ke shikayat karoon kiss say

aisay raazdan iss nagar may kahan miltay haen

dil kay zakham lafzoun may kahan miltay haen

dil chahay jisay wo log kahan miltay haen

............................................................................................................................

Share this post


Link to post
Share on other sites
:yes: Umair

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanks umer

thi is to much nice yar

sham hotay hi sab diye bujha deta hoon

dil hi bhot hi teri yad main jalne kay liye

Share this post


Link to post
Share on other sites

yaa mere zahan se yaado.n ke diye gul kar do

mere ehasaas kii duniyaa ko miTaa do ham-dam

raat taare nahii.n a.ngaare liye aatii hai

in barasate huye sholo.n ko bujhaa do ham-dam

dil kii dha.Dakan ko sulaa jaao bahut tanahaa huu.N

a.Ndherii raat me.n jab chaa.Nd khilane lagataa hai

tumhaare pyaar ke diipak jalaake rotaa huu.N

tumhaare aane kii jab aas jaane lagatii hai

mai.n in chiraaGo.n ko Khud hii bujhaa ke rotaa huu.N

zindagii aisii miTaa jao bahut tanahaa huu.N

sochate sochate jab soch bhii mar jaatii hai

vaqt ke qadamo.n kii aahaT ko sunaa karataa huu.N

ashk thamate hai.n to aaho.n kaa dhuaa.N uThataa hai

raat bhar yuu.N hii ta.Dapataa huu.N jalaa karataa huu.N

baar-e-Gam kuchh to ghaTaa jaao bahut tanahaa huu.N

Share this post


Link to post
Share on other sites
:yes: nice one!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

mai shajer tha shajar hi raha

wo badalta raha mousmoo ki tarah

Share this post


Link to post
Share on other sites

napster thanx yar but yeh fire kyoon chala raha hia :P

saamia>> nice shair .. wesey mujhey pehli hie pata tha woh badley gha mousamon kie tarah :lol:

khawahish

"Badnamion ka dar hai warna meri yeh khawahish hai

Keh tum meri ho her jaga yeh khabar thehre

Tera wajood hai itna aziz mujh ko

Rahoon kahin bhi nazar teri muntazir thehre

Apna sab kuch luta doon us ki amad per

Gar mere kooche mein kuch der aur thehre

Manzilon ki choro kis ne paa li manzilein

Yehi bohot hai ke who mera humsafar thehre

Mein apni dua,aon mein tujhe hi maangoon ga

Jab talak bhi meri yeh umer thehre

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello

every one

yar main tu fire say khushi ka izehar kar raha tah

our

samiaa

ap ki nice one hi lekan ab app ko badal jana ho ga shajar jab say woh badal gia hi

Share this post


Link to post
Share on other sites

helo

teray ishaq nay muje fakeer bana dala

pyar teray nay muje mareed bana dala

kar kay ishaq hum nay ki nadani

apnoo kay tanoo nay humian rula dala

ab tu shrab mian bhi tera akas dekhtay hain

us aks nay humain is rah par dala

kab hum mah hanoo main jah kar pia karte thay

teray ishaq nay humain nosh bana dala

bana kar jam ab petay hain hum rat din

is jam nay humain halat marak tak phoncha dala

ab tu nazah ki kafeet hi har vakat

teray ishaq nay kia hal humra bana dala

:wacko:

Share this post


Link to post
Share on other sites

ohhk naspter nice shiari urs too :yes:

Zindagi Kiya Hai?

_________________________________________________________________________________

zamaney ne kaha zindagi zulm karney ka naam hai!

sooraj ne kaha zindagi roshni or andherey ka naam hai!

shayar ne kaha zindagi shaairi ka naam hai!

khilari ne kaha zindagi haar jeet ka naam hai!

parindey ne kaha zindagi aazadi ka naam hai!

gulshan ne kaha zindagi khobsurti ka naam hai!

gulaab ne kaha zindagi khushboo ka naam hai!

musafir ne kaha zindagi dukhoon ka naam hai!

ek gum-zada ne kaha zindagi bad-dua ka naam hai!

majnoo ne kaha zindagi laila ka naam hai!

kaantey ne kaha zindagi chubhan ka naam hai!

aashiq ne kaha zindagi ishq karney ka naam hai!

ameer ne kaha zindagi ishq-o-ashrat ka naam hai!

jangal ne kaha zindagi ek khamooshi ka naam hai!

singer ne kaha zindagi ek nagma hai jo nafs k taroon pe bajta hai!

Mai kehta hoon zindagi khuda ki amaanat hai jo ek roz ussey wapas karni hai !!

Share this post


Link to post
Share on other sites

umair aap ko badnaami ka kia dar

mai iss ko daikhta rahtta tha hairtoo say FARAZ

yeh zidagi say taruf ki ibtida thee mairi

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.