Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
rukh

Shair Ka Jawab Shair Say

Recommended Posts

Sach kahoon apni mohabbat pe nidaamat si hui,

Jab bhi dekhi teri utri hui surat meine..

  • Like 2

Share this post


Link to post
Share on other sites

Us ky Lehjay Ky Badlnay ki,, Kahani Ko,, Smajh,

Ab Bhi Aey Dil Usey Chaha To, Tumhari Marzi.!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

woh ik bat bohat talkh kahe the us nahi

bat to yaad nahi .yaad hai lehja us ka

Share this post


Link to post
Share on other sites

ye Talkh Talkh Lehja, ye Taiz Taiz Baten

Mizaj e Yaar bhi Mohsin, Sharaab jesa hai!

Share this post


Link to post
Share on other sites

YE MIZAJ-E-YAAR KO KIA HUA?? UNEHN MUJH SAY PIYAR HAI AAJ KAL..

MERI JUSTAJU MERI GUFTAGU MERA INTEZAR HAI AAJ KAL.

WOH TERE KHATOOT NIKALNA KABHI DEKHNA KABHI CHUMNA,

YEHI MASHGHALAY YEHI SILSILAY YEHI KAROBAR HAIN AAJ KAL..

ISAY QATAL KAR, USAY QATAL KAR TUJHAY SAAT KHOON MAAF HAIN,

TERI SALTANAT, TERA DABDABA, TERA IQTADAR HAI AAJ KAL.

AEY "SYED" KAL TU TO RIND THA, MERE YAR TUJH KO YEK IA HUA??

BARA MAZHABI, BARA PARSA, BARA DEENDAR HAI AAJ KAL..

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

rukh-e-yaar per yeh andaaz kaisa hay

dil jalaanay ko woh tyaar betha hai

woh aanay wala hai yhee gumaan rehta hai

woh jaanay wala hay yeh imkaan rehta hai

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kisi Tarang, Kisi Sar Khushi Mein Rehta Tha

Ye Kal Ki Baat Hai Dil Zindagi Mein Rehta Tha

Bus Ek Shaam Barhi Khamoshi Se Toot Giya

Humain Jo Maan Teri Dosti Mein Rehta Tha

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kuch bhi kahey sune bagair

Hum juda huwe

Ajnabi ban kar

Apni apni rahh par ho liye

Us ne bhi murr kar na dekha

Hazar chane k bawajood

Meri aankh se aansu na bahey

Jo magar dil par gire

K hum donoo ko

Bohut azeez thi

Ana apni apni

Shayad,

Barsoun ki

Refaqat se zeyada...

Share this post


Link to post
Share on other sites

bichar ke tujhse ab mujhe marna hai

yeh tajurba issi zindagi mein karna hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

zindge raqs kabhi kerte thee

ab to chup chaap pere hay mujha main

Share this post


Link to post
Share on other sites

zindge k mailay main , khuwahishon k raylay main

tum say kia kahain jaana,is qadar jhamaylay main

Share this post


Link to post
Share on other sites

khud e masroof rehty ho subhu sy shaam dhalny tak

oar phr na yad krny ka gila b hum sy krty ho

Share this post


Link to post
Share on other sites

dil k dharknay ka sabab yaad aya

woh tere yaad the ab yaad aya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Un chiragon ko bujhaane ki kisme himmat,

Jin ki zamanat hawa ne li ho.

Share this post


Link to post
Share on other sites

taiz hawa na mujh say poocha

rait per likhte rehtee ho

Share this post


Link to post
Share on other sites

mer bhi jaaon ga to kahan log bhula he dain gay

mere lafz mere honay ki gawahe dain gay

Share this post


Link to post
Share on other sites

dekhe jo bayrukhe to hayrat hoye mujhay

zamana to baywafa tha,tujhay kia hoa

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ajab tamasha hay mit'ti say banay logoon ka sagar

bay wafaaye kero to rotay hain , wafa kero to rulatay hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.