Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
kurios

Mazak Hi Mazak Main.......

Recommended Posts

oho yahan tu cheating ke silsile chal pare mazak hi mazak main

mere topic per ik dhaba lag gaya mazak hi mazak main :)

maha main aap ko sekhata hoon cheating mazak hi mazak main

emira ki nasihat per na jaeen mazak hi mazak main :)

ab itna bhi neek nahin hona chahiye mazak hi mazak main :)

warna fail bhi hone ke chance hain mazak hi mazak main :)

khair wish u best luck maha for ur paper

Share this post


Link to post
Share on other sites

emira i know cheating iss not gud mazak hi mazak main

issi liay ek do dafa ki aur pakri gayee mazak hi mazak main

cheating main expert nahi hoon na mazak hi mazak main

aur majid tareeqa tau likha hi nahi aapney cheating ka mazak hi mazak main

buss moun ki baatain hain majid mazak hi mazak main :(

Share this post


Link to post
Share on other sites

Miss anari kya zarorat thi mazak hi mazak mein

cheating karne ki mazak hi mazak mein

Majid bata sakta hai tareeqa mazak hi mazak mein

yeh to pass hi cheating kar k hota hai mazak hi mazak mein

is ko bohat experience hai mazak hi mazak mein :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

bas kya kareen mazak hi mazak main

jack of all the trades master of none hain mazak hi mazak main :)

so thora bohot tu experience rakhna hi chahiye mazak hi ....

khair cheating ka tareeka yeh hai mazak hi mazak main

ke Mr. bean ki examination wali movie clip dekh lain mazak hi ....

phir aap ko sab experience ho jaee ga mazak hi mazak main

main ne bhi wahin se training li thi mazak hi mazak main :) :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam 2 all

i m back mazak hi mazak main

kabhi kabhi bzy ho hi jate hain mazak hi mazak main

punjabi kia shuru hui mazak hi mazak main

aap sab bhag hi gaye mazak hi mazak main

yaar majid ab bas bhi kardo mazak hi mazak main

chai shai hi pilado mazak hi mazak main

kuch tu kanjoosi ka record toote mazak hi mazak main

roz atte hain jate hain mazak hi mazak main

MASHALLAH maha, majid and emira arahe hain mazak hi mazak main

name chagne pe laraib bhag gayein mazak hi mazak main

itne dino se maha n emira khane pe invite karahi hain mazak hi mazak main

ab khane k naam pe tu ajayein mazak hi mazak man

Regards

its me

AD

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ap aye Coolyar par mazak hi mazak mein

kabhi ap ko aur kabhi cy ko dekhte hain mazak hi mazak mein

Abh phir sey buzy mat ho jaye ga mazak hi mazak mein

ya phir awein hi rob jhar rahe hain mazak hi mazak mein :D

Laraib to paki ghayab hai mazak hi mazak mein

"Wanted" ka ishtehar lagvana pare ga mazak hi mazak mein

Majid ap pila hi do chae mazak hi mazak mein

Issi bahane ADD aye gey mazak hi mazak mein

Rahi baat khane ki mazak hi mazak mein

To ap bolaey mazak hi mazak mein

aur hum na aye mazak hi mazak mein

yeh kesey ho sakta hai mazak hi mazak mein

Jaha khana waha hum mazak hi mazak mein :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

hoooon chae ke naam per itna josh mazak hi mazak main

abhi shukar hai khane per nahin bulaya mazak hi mazak main

warna tu bill deena per jata mazak hi mazak main

chaleen main aap ko chaee pilata hoon mazak hi mazak main :)

lekin ik shart hai mazak hi mazak main

cup apne apne hoon gay mazak hi mazak main :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Chae par bhi bola rahe hain mazak hi mazak mein

aur kanjoosi bhi dekha rahe hain mazak hi mazak mein

Agar cup humne khud lane hain mazak hi mazak mein

to phir ap kis liye hain mazak hi mazak mein

Hum to chae bhi piye gey mazak hi mazak mein

aur khana bhi khaey gey mazak hi mazak mein

ap k kharche par majid mazak hi mazak mein :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

acha janab man man na man main tera mehman mazak hi mazak main

yeh achi zabardasti hai mazak hi mazak main :)

mujh akeele ke kandhon per itnoon ka bill mazak hi mazak main :)

chaleen aesa kerte hain mazak hi mazak main

aap khana kha leena mazak hi mazak main

aur main hotel ke bartan dhoo loon ga mazak hi mazak main :)

ab khush aap loog mazak hi mazak main

mujh se bartan hi dhulwane hain to

khana kha loo mazak hi mazak main :) :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Khush kar diya ap nai mazak hi mazak mein

Abh to hum khoob khaey gey mazak hi mazak mein

ap yeh mat samjye ga mazak hi mazak mein

k humme ap par taras ajae ga mazak hi mazak mein

CY k sab members invited hain mazak hi mazak mein

abh to ap mahina bar nahi nikle ge mazak hi mazak mein

hotel manager k qabze se mazak hi mazak mein :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

lo ji main ne dawat di is section ke members ko mazak hi mazak main

aur emira sahiba ne poora mulk bula liya mazak hi mazak main :)

ab main tu beechara ragra gaya na mazak hi mazak main

lo batao muhe job main bartan hi dholwane the mazak hi mazak main

tu main engineering choor hi na doon mazak hi mazak main

kyun ke jab sare memebers aa jaeen gay mazak hi mazak main

tu main tu sari zindagi hotel ka hi ho ker reh jaoon ga mazak hi mazak..

tu ab kuch taras kha leen aap loog mazak hi mazak main

mere choote choote ammi abbu hain mazak hi mazak main :) :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

mm sorry soory i am too much late mazak hi mazak main

actually routine was very busy mazak hi amzak main

tau ji majid shaba aap ney invitation dia mazak hi mazak main

bhai emira khuley dil ki malik hain mazakhi mazakmain

sab ko le ker aayeen gi maak hi mazak main

weay majid aj tek chooty chootey bachoon ka sua tha ammi abbu ka nahi mazak hi mazak main

n e how where is laraib mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

maha kuch zayada hi busy nahi hogi mazak hi mazak mein

sab ko khule dil ka hi hona chahye mazak hi mazak mein

apna kya nuksan hai mazak hi mazak mein

jab kharcha majid kar raha hai mazak hi mazak mein

ap bhi ley aye sab ko mazak hi mazak mein

abh to majid apni yeh job chor hi do mazak hi mazak mein

hotel mein bartan done ki j ob paki hai mazak hi mazak mein

laraib ko aj dekha tha mazak hi mazak mein

aur ADD bhi abhi aney wale hoge mazak hi mazak mein

Edited by Emira

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam 2 all

agaye sab hi mazak hi mazak main

khane peene ki baat pe sab hi muttafiq hote hain mazak hi mazak main

issiliye tu ye zikar chairta hon mazak hi mazak main

dekhe sab hi ajate hain mazak hi mazak main

Emira bari CID lagaye hue hai mazak hi mazak main

aap k baad aya hi main mazak hi mazak main

Regards

its me

AD

Share this post


Link to post
Share on other sites

lo gi ab kaya kareen mazak hi mazak main

kisi ne taras nahin khaya mazak hi mazak main

sab yehi chah rahe hain ke main bartan dhoowoon mazak hi mazak..:)

ab koi insaf kere ga mazak hi mazak main

ya phir mujhe hi insaf merna pare ga mazak hi mazak main

yeh offer cancell ker ke mazak hi mazak main ;)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Offer to abh cancel nahi ho sakti mazak hi mazak mein

hum to tayar bethe hain khane k liye mazak hi mazak mein

Abh to ap jaldi sey tayari kare mazak hi mazak mein

jaib khali karne k liye mazak hi mazak mein

Hum log apna menu tayar karle mazak hi mazak mein

sab log apni pasand ki dishesh bata dein mazak hi mazak mein

ADD dekha na phir mazak hi mazak mein

kitne sache andaze hain mazak hi mazak mein. :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

acha ji tu main tu khaoon ga kuch nahin mazak hi mazak main

chalo ik do bartan tu kam dhoone pareen gay mazak hi mazak.. :)

aur bhi koi hai jo mere sath hai nahin khane main mazak hi ....

lagta hai majid teri kismat main hotel ke kitchen likha hai mazak hi ..:)

ab Allah se bhi shikayat nahin ker sakta mazak hi mazak main

ke kese loog bheej diye zameen per mazak hi mazak main

jin ko khayal nahin doosroon ka mazak hi mazak main :)

apne peet ki fikar hai mazak hi mazak main

doosroon ke hathoon ka fikar nahin mazak hi mazak main

jo kale hoon gay bartan manj manj ker mazak hi mazak main :) :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

chiken baryani mazak hi mazak main

dahi mazak hi mazak main

7-up mazak hi mazak main

burger mazak hi mazak main

1 pan pizza mazak hi mazak main

n miranda mazak hi mazak main

chilli kechup mazak hi mazak main

plz majid getreadyall dese things mazak hi mazak main

phir dekhoon gi keh kiss cheeze ka mood khaney k ho raha hey mazak hi mazak main

baqi jo jonahi kahoon gi woh aap shook se kha sakhtey hain mazak hi mazak main

n haan plz majid apney liay disprine n supermin forte zaroor lain mazak hi mazak main

phir itna kaam ho ga yeah tablets lain gey tau kaam main teezi aayee gi maizak hi mazak main

n hotel ka malik bhi khosh ho ga aap k kaam se mazak hi mazak main

n shayed aap ki salerey bhi barh jayee mazak hi mazak main :laughing::laughing:

Share this post


Link to post
Share on other sites

waise maha yeh menu aap akeli ka hai mazak hi mazak main

ya muhalle main koi takreeb karwani hai mazak hi mazak main :)

ap ne tu sardar wali baat ker di mazak hi mazak main

ke ik din woh gaya methai ki dukan main mazak hi mazak main

aur dukan dar se kaha mazak hi mazak main

ke 2 kilo barfi, 5 kilo gulab jaman, 6 kilo cham cham toool do mazak hi mazak...

dukan daar bara khush ke wah meri tu aaj kamai hogi mazak hi mazak main

lekin sardar sahab ne bhala kya kaha mazak hi mazak main

ke ab jo methai tooli hai na mazak hi mazak main

us main se 1 pao methai muhje de doo mazak hi mazak main

kyun ke aaj mera mood mix methai ka ker raha hai mazak hi mazak main :)

tu maha aap per bhi sardar ji ka asar tu nahin aa gaay mazak hi mazak main :)

:D :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

Wah maha kya list banai hai mazak hi mazak mein

lekin abji bhi chooti hai mazak hi mazak mein

yeh to tum akeli k liye hai mazak hi mazak mein

hamara kya bane ga mazak hi mazak mein

Mera menu pata hai kya hoga mazak hi mazak mein

majid tayar rahye shock k liye mazak hi mazak mein

Mujhe har dish chahye table par mazak hi mazak mein

thora thora taste karo gi sab kuch mazak hi mazak mein

Acha idea haina majid mazak hi mazak mein

muj par to sardar ka asar nahi howa mazak hi mazak mein :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

buss majid aap ki mehfil main rahi hoon mazak hi mazak main

iss liay sardar ji ka asar ho gia hey mazak hi mazak main

arey emira just relax mazak hi mazak main

aap pane menu batain mazak hi mazak main

majid maine aap per ehsaan kia hey mazak hi mazak man

maine easy menu select kia hey takeh aap ko asani se samjh aa jayee kia cheeze hey mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

lo yahan tu ik se barh ker ik hain mazak hi mazak main

main tu samjha ke koi mera sath de ga mazak hi mazak main

koi mujh per taras kha le ga mazak hi mazak main :)

are add bhai aap bhi aa jaoo mazak hi mazak main

aur mere zakhamoon per namak chirak jao mazak hi mazak main :)

bas main bechara akeela is dunya main mazak hi mazak main

nanhe se kandhoon per itna bojh daal diya mazak hi mazak main

itni chooti si ummer main mujh se bartan dhulwa rahe hain mazak ...

bas ab tu main nahin bachoon ga mazak hi mazak main :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Saaf baat hai majid mazak hi mazak mein

humme taras to aye ga nahi mazak hi mazak mein

Khana khilana hai to bataye mazak hi mazak mein

nahi to...hum phir bhi khaye ge mazak hi mazak mein

aik khana khila dein mazak hi mazak mein

to ap ki jaan choote humse mazak hi mazak mein

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam 2 all

Emira g maan gaye aap ki intelligence ko mazak hi mazak main

Maha ne menu bhi paish kardia mazak hi mazak main

aik aik kar k sab ayein mazak hi mazak main

menu paish karte rahe gar mazak hi mazak main

majid bhag gaye ga phir mazak hi mazak main

menu wahin decide karleinge mazak hi mazak main

agar majid ne paise na bhare mazak hi mazak main

tu bartan floor sab dhona parega mazak hi mazak main

Regards

its me

AD

Share this post


Link to post
Share on other sites

waise add aap bhi in ke sath shamil ho gaee mazak hi mazak main

main tu aap ko apna hamdard samajh raha tha mazak hi mazak main

lekin aap tu un se bhi do hath age nikle mazak hi mazak main :)

ab mujhe apna feesla change kerna pore ga mazak hi mazak main

wasie kya khayal hai agar koi mere sath share kerna chahe mazak hi..

nahin nahin khana chare kerni ki baat nahin ker raha mazak hi ...

balke barten dhoone ki baat ker raha hoon mazak hi mazak main

hai koi itna bahadur tu samne aee mazak hi mazak main :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.