Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Sign in to follow this  
kurios

Mazak Hi Mazak Main.......

Recommended Posts

main sunati ho mazak hi mazak main

ess say pehly kay laraib mujhy black mail kary mazk...

aik din subah subha bus stand per ghari thi mazak hi mazk main

main late ho rahi thi mazak hi mazak main

meri pass 20 pounds ka note tha mazak hi mazak main

main ny bus driver ko kaha (jo paki tha nad handsome) ticket chahiya 50p please mazak hi mazak main

wo muskurany laga mazak hi masak main

kehny laga have you got 50p mazak hi mazak main

i said nooooooooo mazak hi mazak main

bolla sukariya naziedh mazak hi mazak main

ab wo jab bi mely hai muskuray hai mazak hi mazak main

meri taraf dekhay hai aur mazak uraye hai mazak hi mazak main

it doesnt make sense mazak hi mazak main

per bardasht karain app mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

hmmm laiba it does make a sense mazak hi mazak main

abhi uppertu aap ne kaha tha mazak hi mazak main

ke laraib ke black mail kerne se pehle mazak hi mazak main

so u did it mazak hi mazaak main. :P :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

moti shukar minay nahin bata diya.........!!!!

ok one form me

uss din mein laiba one of our friend was with us mazak hi mazak mein

hum nay book library mein wapis karni thi mazak hi mazka mein

so we went in the library mazak hi mazka mein

udhar 2 boys pehlay hi kharay thay mazak hi mazka mein

woh tu thay queue mein mazak hi maka mein

laikn mein unn sai agay aagae mazka hi maka mein

woh bicharay chup kar gae mazak hi mazka mein

aur hum 3 friends laygh karnay lagin mazak hi mazka mein

teacher nay kaha silent please mazak hi mazka mein

hum zara chup kar gain maka mein

phir woh tu chalay gae mazak hi mazka mein

hum bhi chal parin library sai bahir mazak hi mazka mein

phir hum nay dekha kay they are canteen mazak hi mazak mein

so meinay panga lia mazak hi mazka mein

mainay loud awaz mein kaha this food is haram mazak hi mazka mein

woh phir dekhna shorro ho gae mazak hi mazka mein

next day 1 of them came to my friend and he asked for me mazak hi mazka mein

then he gave his contact number mazak hi mazka mein

and blackmailing words mazak hi mazka mein

and sai kay agar contact na kiya mazak hi mazak mein tu acha na hoga mazka hi mazka mein

main khoob zor o shor sai roi mazka hi mazka mein

thank god meri friend nay apnay cousin sai keh kar mamla zara set kiya

moral is "KISI SAI FAZOOL PANGA NAHIN KARAIN".......lolzzzzz

Share this post


Link to post
Share on other sites

btw

sab hain kahan

Share this post


Link to post
Share on other sites

Thanks God ya batt Laraib ki samj main bi a gee mazak hi mazak main

warna bechara taxi driver tu giya tha mazak hi mazak main

Majid bahi apny aj kia khaya hai mazak hi mazak main

kio kay app sad lagty ho mazak hi mazak main

Edited by Laiba Khan

Share this post


Link to post
Share on other sites

moti iss sai tu behtar tha dhool bajakar bata deti tum

Share this post


Link to post
Share on other sites

laiba aap ka kitna weight hey mazak hi mazak main

jo laraib aap ko moti moti kehti hey llzzzzzzzzzzzz :D :laughing:

Share this post


Link to post
Share on other sites
Thanks God ya batt Laraib ki samj main bi a gee mazak hi mazak main

warna bechara taxi driver tu giya tha mazak hi mazak main

Majid bahi apny aj kia khaya hai mazak hi mazak main

kio kay app sad lagty ho mazak hi mazak main

163817[/snapback]

well main aaj lateefe kha ker aya tha mazak hi mazak main

bas is liye tabiyat mazahiye hai mazak hi mazak main

bas aap sunain mazak hi mazak main

ke ab shararteen waise hi hain mazak hi mazak main

ya phir kuch farak para hai aapp ki tabiyat main mazak hi mazak main :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

kess ki tabiyat main app ko faraq lag raha hai majid bahi mazak hi mazak main

meri ya maha ya laraib ki main mazak hi mazak main

maha jani mera weight 7stone hai mazak hi mazak mein

mujhy khud samj nahi ati ya mujhy moti kio kehti hai mazak hi mazak mein

Share this post


Link to post
Share on other sites

hain laiba yeh tumhara wieght seven pathar hain mazak hi mazak... :)

yeh kya hoa gaya hai mazak hi mazak main :)

beechare pathar bhi kya soochte hoon gay mazak hi mazak...:laughing:

khair any way main just kidding ker raha tha mazak hi mazak main

aur sunaeen koi naee tazi shararat mazka hi mazak main :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

majid nice topic mazak hi mazak main

mujhe bohot pasand aya mazak hi mazak main

aur main itna naughty nahin tha mazak hi mazak main

yeh maha, laiba aur laraib tu bohot shararti hain mazak hi mazak main

emira aap kyun itni serious theen mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

kia hoa sab ko mazak hi mazak main

majid aap hi koi sharat lihk dain mazak hi mazak main

wesay aap itney shareef nahi laggtey mazak hi mazak main

keh bachpan main koi sharat na ki ho mazak hi mazak main

n e how laiba,laraib n kool ab aap yahan aa gayee hain tau aap hi likh dain mazak hi mazak main

waiting 4 next sharat mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

majid bahi app bi kamal hain mazak hi mazk mein

mind nahi karna bi kehty hain aur lethty hain mazak main

kool main achi bachi ho mazak hi mazk mein

sharati nahi hoo mazak hi mazak mein

aur maha dear jab main new aye tu main ny personal post ki majid bahi ko mazak hi mazak mein

per wo kehny lagy main laraib ho mazak hi mazak main

i was so upset mazak hi mazak main

kool app say koi shararat karoo mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

acah tu suneen ik shararat mazak hi mazak main

main apne chote bhai aur behen aur ammi ke sath betha tha mazak hi mazak main

tu hum loog badshah aur wazir kheel rahe the mazak hi mazak main

ab jab parchiyaan phenleen tu mujh per wazir aya mazak hi mazak main

yani main ne guess kerna tha ke koon hai choor mazak hi mazak main

ab main ne ik kahawat to sun rakhi thi mazka hi mazak main

ke "choor ki darhi main tinka" mazak hi mazak main

tu main ne keh diya mazak hi mazka main

ke jo chor hai us ke munh per tinka laga hai mazak hi mazak main

jis per mera chota bhai foran apne munh per hath pherne lag gaya mazak hi...

jis per hum main aur meri ammi aur behen hans pare mazak hi mazak main :)

aur waqai main wohi chor tha mazak hi mazak main :)

tu kesi lagi meri sharifana shararat :P :) maha ab khush ho na tum deekh lo main kitna sharif hota tha bachpan main :P :)

Share this post


Link to post
Share on other sites
:weep::weep:

Share this post


Link to post
Share on other sites

ab utmhian kya hoa hai laraib mazak hi mazak main

kyun ansoo baha rahi ho mazak hi mazak main

meri shararat pasand nahin aii hai mazak hi mazak main :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

:D :D :D

majid bari aqalmandana sharat thi maazak hi mazak main

:laughing::laughing::laughing:

now nextttttttttttttt shararat m,azak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

tum ney sharat ki mazak he mazak mai

hum ney serious le mazak he mazak mai

tum haran na hona mazak he mazak mai

hum es post mai ayain hain mazak he mazak mai

Share this post


Link to post
Share on other sites

bas deekh lo maha mazak hi mazak main

main kitna akalmand hoon mazak hi mazak main

aur dua tum bhi aa gai ho mazak hi mazak main

mujhe hirangi nahin hoi hai mazak hi mazak main

aur haan ainda bhi atti rehna mazak hi mazak main

Share this post


Link to post
Share on other sites

oohoo majid bezaati tau na karain na nayee loogoon ki mazak hi mazak main :D

yaad karain woh din jab yeah topic ap k aur emre dam se tha amzak hi amzak main

n aj ka din dekhain kitney loog aa gayee hain mazak hi mazak main

now next sharat mazak hi mazak mani

Share this post


Link to post
Share on other sites

tum ney jo bhe kaha mazak he mazak mai

hum dil per na lein gey mazak he mazak mai

or keya dekhoo gey tum logoon ko mazak he mazak mai

or kitneyion ka jawab do ge mazak he mazak mai

na side lo tum mari mazak he mazak mai

mai khud soch loon ge mazak he mazak mai

tum jo bhe keh lo mazak he mazak mai

mai bardast ker loon ge mazak he mazak mai

Share this post


Link to post
Share on other sites

:laughing::laughing::laughing::laughing::laughing::laughing:

majid bahi ap bi bohat naughty ho mazak hi mazak main

maha majid bahi nay tu byizati nahi ki mazak hi mazak main

wo tu welcome kar rahy hain mazak hi mazak main

Dua app ko koi khuch keh kay tu deakhy mazak hi mazak main

hum hain na app kay pass mazak hi mazak main

Edited by Laiba Khan

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanx laiba tum ho marey saath mazak he mazak mai

mai ney tumhari baat mane mazak he mazak mai

Share this post


Link to post
Share on other sites

dua ali aap bhi kuch likh do mazak hi mazak main

ya phir intizar ker rahi ho mazak hi mazak main

ke koi aur aap ki shararat likhe mazak hi mazak main :) :P

aur laiba bas ji kabhi kabhi ker leta hon mazak hi mazak main

sharat ka jab mood ho mazak hi mazak main

aur maha ji bilkul mujhe yaad hai mazak hi mazak main

hum donoo ne hi 4 pages bhare the mazak hi mazak main :)

bohot acha experince tha mazak hi mazak main :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

MAZAK HI MAZK HI BAT HAI MAZAK HI MAZAK MAIN

MAJAD BAHI NAY BI LAGALI RAT "JI JI JI" KI MAZAK HI MAZAK MAIN

YA DUA JI KA DARBAR NAHI MAZAK HI MAZAK MAIN

MAJID BAHI NAY BI KHOL DIYA CONTAINER JEE HAZORI KA MAZAK HI MAZAK MAIN

MAIN BI ESY HI NONSENCE BOL RAHI HO MAZAK HI MAZK MAIN

MAIN NAHI KIA JY MAZAK HI MAZAK MAIN

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now
Sign in to follow this  

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.