Kiran 2 Posted November 6, 2006 Mairay Dard Ki Jo Dawa Keray !! Koi aisa shakhs bhi hoa karey Woh jo chup kay libas-e-shab main Lipat kay aah-o-baka keray Barhay us ka gham tou kho day qarar Woh mairay gham kay khayal say Uthain hath apnay tou phir bi woh Mairay liye hi dua keray Yeh qasas ajeeb-o-ghareeb hay Yeh mohabaton ka naseeb hay Usay kaisay zarrar say juda keray Usay kuch tou bataoo woh kia keray Bara shoor hay mairay shaher main Ik ajnabi kay nazool ka Woh meri hi jaan na ho kaheen Koi tou ja ker pata keray Yeh tou mairay hi dil ka aks hay Main nahi yeh meri arazoo Kay janoon Mujhay yeh bata day Phir jo chahay qaza keray Bhala kaisay main apnay hi aks ko Rafeeq-e-jaan bana sakoon Koi hay tou kaheen say sada keray Koi hay tou kaheen say bata day Usay dhoondti hain gali gali Meri khalwatoon ki udasiaan Woh milay tou bas yehi kahoon Tu jahan rahay saada khuss rahay !! Mairay Dard Ki Jo Dawa Keray !! Koi aisa shakhs bhi hoa karey !! Share this post Link to post Share on other sites
junaidrauf 0 Posted November 7, 2006 Nice Sharing Kiran Kabhi kabhi aas pass hota hai magar hum samjh nahi paty kuch aai samjh? Share this post Link to post Share on other sites
msalman 0 Posted November 8, 2006 V. Nice Sharing Kiran Share this post Link to post Share on other sites