Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar

Leaderboard


Popular Content

Showing content with the highest reputation on 09/17/2011 in all areas

  1. 1 point
  2. 1 point
  3. 1 point
  4. 1 point
    Thanksss..! Kab tak wo mere ishq say inkaar kare ga, khud toot kar ek din mujh say Pyaar kare ga main itna jala doon ga ussay ishq ki aag main ke izhaar wo mujh say sar-E-baazaar kare ga
  5. 1 point
    Musafir Tu Bikhar Tey Hein Rafaqat Kab Badalti Hey Muhabbat Zinda Rehti Hey Muahabbat Kab Badalti Hey Tumhi Ko Chahtey Hein Tumhi Ko Piyaar Kartey Hein Yehi Barson Ki Adat Hey Humari Aur Adat Kab Badalti Hey Kali Ka Phool Banna Aur Ban K Bikhar Jana Muqaddar Hey Jo Pathar Pey Likhi Jaye Ebarat Kab Badalti Hey Jo Dil Mein Naqash Kar Jaye Aur Ankhoon Mein Utar Jaye Alamat Hey Yeh Chahat Ki Aur Chahat Kab Badalti Hey Poraney Zakhmon Ko Bhula Daina Hi Acha Hey Na Chahey Ap Hi Koi Tu Qismat Kab Badalti Hey
  6. 1 point
    Kal halki halki barish thi, Kal halki halki barish thi, kal sard hawa ka raqs bhi tha, Kal phool bhi nikhray nikhray the, Kal un main app ka aqs bhi tha, kal badal gehray kaale the, Kal chand pe laakhon pehre the.. Kuch tukry app ki yaadon ke, Bari dair se dil main thehre the.. Kal yaadien uljhi uljhi thien, Aur kal tak yeh na suljhi thien.. Kal yaad buhat tum aye the_.. Kal yaad buhat tum aye the_..


×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.