Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
rukh

Mohabbat

Recommended Posts

kathan hai zindgee kitnee

saffer dushwar kitna hai

kabhi paoon nahi chaltay

kabhi rasta nahi milta

hamara sath day payee

koi aisa nahi milta

faqat aisai guzaroon to

yeh roz-o-shub nahi kat-tay

yeh kat-tay thay kabhi pehlay

mager haan ab nahi kat-tay

mujhay phir bhi meray malik

koi shikwa nahi tujh say

main janN per khail sakta hoon

main her dukh jheel sakta hoon

ager tu ajj hee ker day

MUHAABAT hamsafer meree !

Share this post


Link to post
Share on other sites

hmmmmm

so cute n nice poem rukh i m haapy 2 c this here'

this is my fav poem

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanx samra :)

Mohabbat

Mohaabat Agg ki soorat

bujhay seeno main jaltee hai

Mohabbat ki tapish main kuch ajab asrar hotay hain

kai jitna yeh bhrakee hay uroos-e-jaN maihktee hai

dilooN kai sahiloo pai jamma hotee or bikhrtee hai

Mohabbat jhaag ki soorat

Mohabbat agg ki soorat

Mohabbat Derd ki soorat

guzishta musmoon ka aistaiara ban kai rahtee hai

shan-e-hijjer main roshan sitara ban key rehtee hai

mandairooN per chraghooN ki looaiN jub ther tharatee hain

nager main naumeede ki hawaiN sansanatee hain

galee main jub koi aahat koi saya nahi rehta

to yeh un per hath rakhtee hai

kissi hamderd ki soorat

guzer jatay saray qaflay jub dil ki bastee say

faza main tairtee rehtee hai dair tak

yeh gerd ki soorat

Mohabbat Derd ki soorat

Mohabbat Oss ki soorat

pyasee pankhree kai hont sairab kertee hai

guloon ki astenooN main anokhay rang bhertee hai

sahar kai jhatpatay main gungunatee ,muskurate ,jagmagate hai

mohabbat kai dinoo main dasht bhi mehsoos hota hai

kissi Firdoos ki soorat

Mohaabat Oss ki soorat

Mohabbat khuab ki soorat

nigahoon main utertee hai kissi mehtab ki soorat

sitaray Arzoo kai is terha sai jagmagatay hain

kai pehchani nahi jatee dil-e-baytab ki soorat

Mohaabat kai shajer per khuab kai punchee utertay hain

to shakhain jaag uthtee hain

thakay haray sitaray jub zameen sai bat kertay hain

to kub ki muntazir ankhoon main

shamain jaag uthtee hain

Mohabbat in main jlatee hai charag-e-aab ki soorat

Mohabbat khuab ki soorat

Share this post


Link to post
Share on other sites

superb shaira rukh :yes:

Mohabbat Main Dil-e-Nadaan Sukoon Paya Nahin Karte

Jazbe Jin Ke Sadiq Houn Wo Ghabraya Nahin Karte

Share this post


Link to post
Share on other sites

MUHABBBAT HEE NAHEEN TAYREE HEFAZAT KEE HAY HAMNAY

SIR SAJDAY MAY RAKH KAR TAYREE EBADAT KEE HAY HAMNAY :rolleyes:

Share this post


Link to post
Share on other sites

:D :wub::wub: :P

MUHHABBAT IGAR JURM HAY TOO KHATAWAR HOUN MAY

KARDAY SIR TAN SAY JUDA IGAR SAZAWAR HOUN MAY...

;)

Share this post


Link to post
Share on other sites

yar nice one poetry

every one in mohbat :sing:

MAIN HAR EK PAL TUM KO MOHBAT KARTA HOON

YEH BAT ALAG HI KABHI TUM KO KEH NAHEEN SAKA

:banghead:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mohabbat Mughay unn jawanoo say hai

sitaroon paa joo daltay hain Kumand ;)

OR

Mohabbat moghay unn jawanoo say hai

Joo khatay peetay Gharanoon say hain :D

Shaker

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice collection RANI ... & umair nice shair tooo !

mansoor > nice shair first one :D about 2 one no comments :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

:hi: Salaam All

Rukh> I came accross this poetry n thought of u ;)

mohabbat ki pehli raat bari sohani hoty hai

mager logon say apnay dil ki baat chupani hoty hai

Dil bechain hoo jata hai tery yaad anay say

mohabaat main dil ko har baat samjani hoty hai

na hoo ager tu nazroon kay pass dil hojata hai udas mera

mager yeh baat loggon say chupani hoty hai

khoye rehaty hain hum jab teri yaadoon main

to humain duniya ki har baat bholani hoty hai

na hoo jaoon main pagal teri mohabaat main

is liyan dil ki har baat tujay batlani hoty hai

mujay ata hai yaad har pal tera andaz_E_ guftagoo

kisi nay sach kaha hai "RUKH" mohabbat deewani hoty hai

Sx

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mohabbat karnay waloon ka yahee injamm hoota hai

Kabhi khansi kabhee nazla kabhee Zukam hoota hai

:D

RUKH ! :P abhee too app koo MOHABBAT kay baray hamary bhut say khilat jannaye ko milain gay :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

sona hay wo hamay bholanay lagay hain

to kiya ab ham onhain yad anay lagay hain :(

uthayay thay dostoun kee rah say jo pathar

wo pahthar mayray ghar may anay lagay hain :down:

YAY KAHNA THA ON SAY MUHHABBAT HAY HAM KO

YAY KAHNAY MAY HAM KO ZAMANAY LAGAY HIAN

:blush::wub:

Share this post


Link to post
Share on other sites

aaj phir un kaa saamanaa hogaa

kyaa pataa us ke baad kyaa hogaa

aasamaan ro rahaa hai do din se

aap ne kuchh kahaa sunaa hogaa

do qadam par sahii teraa kuuchaa

ye bhii sadiyo.n kaa faasalaa hogaa

ghar jalataa hai raushanii ke liye

ko_ii mujhasaa bhii dil jalaa hogaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello

i love this tpic of monbat

mohbat asa daria hi kay

barsh roth bhi jayee tu pani kam naheen hota

Hum nay mehboob ko mabood bana rakha hia

hum muhabbat main parstish kay muqam tak pohanchy

Share this post


Link to post
Share on other sites

very well you all

good topic hai mohabbat ka hall

yeh mohabbat hai k

kerti kai khuwar

ger no ho ye both side

yeh mohabbat hai k

kerti hai barbad

jab ho ye one side

yeh mohabbat hai k

jaga dati hai dil main

jasi bhi hai other side

Share this post


Link to post
Share on other sites

shabo > walikum salam & nice ghazal from u ..thanx :hello:

mansoor > doctors ka or kia concept ho sakta hai :P .yeh bhi bata dain phir dispreen khaian ya panadol :lol: ..

RANI > nice poetry jee :)

decent , nepstar , > doing good job form both of u :yes:

DIL HAI PAKISTANI > wow ..kia shairee ki hai ap nai :lol: ..urdu mix english ..:D

Share this post


Link to post
Share on other sites

mohabbat ki tabeat main yeh kaisa bachpana qudrat nai rakha hai

kai yeh jitnee puranee ,jitnee bhi mazboot ho jayee

issay taeed-e-taaza ki zaroorat phir bhi rehtee hai

yaqen ki akhree hadoon tak dil main lehlahate ho

nigahoon say tapakteeho ,lahoo main jagmagatee ho

hazaroon tarha kai dilkash haseen hallay banatee ho

issay izhar kai lafzoon ki hajjat phir bhi rehtee hai

mohabbat mangtee hai yoon gawahee apnai honai ki

kai jaisai tiffal-e-sadda shaam main ik beech baoyee

or shub main baar haa uthay

zameen ko khod ker dekhay kai yeh pooda kahan tak hai

mohabbat ki tabeat main ajeeb takrar ki khoo hai

kai yeh izhar kai lafzoon ko sunnany say nahi thaktee

bicherni ki gharee ho ya koi milnai ki saat ho

issay bus ik hee dhun hai

kaho mujh say mohabbat hai

kaho mujh say mohabbat hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh mohbat main hi log ajj kal ziada hotay hain

very nice yar rukh bhot achi hain iss poem kay lines

:star::wub: :luv:

Share this post


Link to post
Share on other sites

RUKH <THANBKS RUKH MOHHABBAT TOPIC HEE ISA HAY kay app is kay baray may jitna likhoo otna kam hay .......phir hazir houngee ..........aik nayay shair ya gazal kay saat .....lakin is say pahlay aik ...........chotee naheen lambee see BREAKE ........yanee BREAKE KAY BAAD ........ B) :hi:

Share this post


Link to post
Share on other sites

napstar ..:lol: ager log mohabbat main zyada hotay to yeh duniya jannat na ban jatee ..mohabbat he to khtum ho gayee hai ..

dhoka hay mohabbat kay nam per ab to :)

rani > welcome jo ...app kai break khtum honay kai intizzar main kaheen hamaree ziindgee ka break na ho jayee :)

Share this post


Link to post
Share on other sites

Donooo Jhan terry Mohabbat main harr kayy

wooo jaa raha hai koee shab e gham Guzar kay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.