Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Shabo

Shair o shairi

Recommended Posts

wah gee

kya baat hiaap lougoo ki

CHAHY JANAY KI KHUWAHISH

__________________________

hamara ye safar sara bus itna hai

ky koi aapni janib bhi tawaja dy

hamy bhi aakay keh dy koi chupky sy

ky hum uski tawaja ka murkaz hein ek iarsy sy

zara si baat hai laikin

ju is may ek shidat hai ghany saay sy barkar hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam all of u guyzz......

nice posting r_s n miss sanober:).........keep on posting as best as u can....ab main kuch farmata hoon:)

Aaj meray angan main subah phir se ae hai

"Aaj meray angan main subah phir se ae hai

Dour ufaq par se aik taza kushbo lae hai

Mahaktay hoay jazbat ka ahsas hai es main

Kushiyon ki barsat ka khawb hai es main

Dukh bharay safar se nijat ka rasta hai es main

Apnana sirf dost ka hunar hai es main

Tetli jugnu rangon mosamon ki baat ka izhar hai es main

Honton peh pyar ki tamazat ka isteara hai es main

Meri sachi pehli mohabat ka sitara hai es main

Wafa sachai se khari imarat ka nishan hai es main

Kesi muskurati chandni raat ka chand hai es main

Sapnay or ankh ka talukat ka anbar hai es main

Shekast main bhi jeet he lae hai

Aaj meray angan main subah phir se ae hai

ok bye tc all

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice everybody...

WOH LOOG BOHAT KHUSH QISMAT THAY

JO ISQH KO KAAM SUMJHTE THAY

YEH KAAM SE ASHIQI KERTE THAY

HUM JENE MAIN MASROOF RAHE

KUCH KAAM KIYA, KUCH ISQH KIYA

ISQH KAAM KE ARAYY ATAY RAHA

AUR KAAM SE ISQH CHUPTA RAHA

AKHIR...TANGG AKER HUM NE

DONNO KO ADHORA CHOR DIYA.....

Kiran

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice shair kiran

Kabhi andheron kay safar main

Kabhi roshni kay sheher main

Mujhay tera sath chahiyay

Meray har kadam ,har rah guzar main…..

Kabhi dhoop main, kabhi raat ki sayyah rah main

Mujhay teri chaoon chahiyay

Har rastay hard agar main

Rangon say kheltay iss jahan main

Rangon say liptay iss hajoom-e-bekaraan main

Har lamha badaltay iss jahan main

Mujhay apna makaan chahiyay

Teray dil teri nazar main

Teray bazuon,teri rooh kay nagar main…………..

ok bye tc ALLAH HAFIZ:)

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam

Kuch Tum Socho Kuch Hum Sochein

Phir Khushi Ka Mosum Aaye

Tunha Tunha Kown Jiya Hai

Reh K Tunha Dil Ghabraye

Aa Jao Mil K Rishta Yeh Jorein

Shart Badal Dein Rasmo Ko Torein

Iss Say Pehlay K Yeh Dunya Hamay Aazmaye

Kuch Tum Socho ... Kuch Hum Sochien

Aayee Hai Khushyon Ka Pegham Lay k Baharein

Yeh Pal Hai Apna Iss Pal Main Aao Taqdeer Apni Sanwarein

Khali Khali Iss Jeevan Main Piyar Bher Lien Hum Dono

Deewanay Jo Kertay Aksar Wohi Ker Lien Hum Dono

Inn Faaslon Ko Aao Mita Dein Ek Doosray Main Khud Ko Chupa Dein

Iss Pehlay K Yeh Dunya Humay Aazmaye

Kuch Tum Socho Kuch Hum Sochein

Dunya Ki Rasmo Ko Chahat Main Shamil Na Kerna

Manzil Hum Apni Paa K Rahien Gay Haan Tum Kisi Say Na Derna

Pagal Rasmein Pagal Dunya Aur Thoray Hum Tum Pagal

Qisamat Main Ho Na Janay Kiya Sochtein Hain Yeh Bus Her Pal

Arman Hai Jis Ka Sapna Woh Bun Lien

Tum Hum Ko Chun Lien Hum Tum Ko Chun Lein

Iss Say Pehlay K Yeh Dunya Hamay Aazamye

Kuch Tum Socho Kuch Hum Sochein

Phir Khushi Ka Mosum Aaye

Singer- Sonu Nigam r_s_

Share this post


Link to post
Share on other sites
salam

Kuch Tum Socho Kuch Hum Sochein

Phir Khushi Ka Mosum Aaye

Tunha Tunha Kown Jiya Hai

Reh K Tunha Dil Ghabraye

Aa Jao Mil K Rishta Yeh Jorein

Shart Badal Dein Rasmo Ko Torein

Iss Say Pehlay K Yeh Dunya Hamay Aazmaye

Kuch Tum Socho ... Kuch Hum Sochien

Aayee Hai Khushyon Ka Pegham Lay k Baharein

Yeh Pal Hai Apna Iss Pal Main Aao Taqdeer Apni Sanwarein

Khali Khali Iss Jeevan Main Piyar Bher Lien Hum Dono

Deewanay Jo Kertay Aksar Wohi Ker Lien Hum Dono

Inn Faaslon Ko Aao Mita Dein Ek Doosray Main Khud Ko Chupa Dein

Iss  Pehlay K Yeh Dunya Humay Aazmaye

Kuch Tum Socho Kuch Hum Sochein

Dunya Ki Rasmo Ko Chahat Main Shamil Na Kerna

Manzil Hum Apni Paa K Rahien Gay Haan Tum Kisi Say Na Derna

Pagal Rasmein Pagal Dunya Aur Thoray Hum Tum Pagal

Qisamat Main Ho Na Janay Kiya Sochtein Hain Yeh Bus Her Pal

Arman Hai Jis Ka Sapna Woh Bun Lien

Tum Hum Ko Chun Lien Hum Tum Ko Chun Lein

Iss Say Pehlay K Yeh Dunya Hamay Aazamye 

Kuch Tum Socho Kuch Hum Sochein

Phir Khushi Ka Mosum Aaye

 

Singer- Sonu Nigam  r_s_

:wacko: well nice... ;) i love sonu's songs :inlove:

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam.

kon hay wo larki

rahti hay wo kahan.

ankhon say likhi jis nay.

is dil pay dastan.

nazron ko jab wo milay.

pagal ho jata hon main..

ho kon hay wo larki

rahti hay wo kahan. r_s_

Share this post


Link to post
Share on other sites

E Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se

E Ajnabi Tu Bhi Kabhi Aawaaz De Kahin Se

Main Yahan Tukdon Mein Ji Raha Hoon

Main Yahan Tukdon Mein Ji Raha Hoon

Tu Kahin Tukdon Mein Ji Rahi Hai

Roz Roz Resham Si Hawa Aate Jaate Kahti Hai Bataa

Resham Si Hawa Kahti Hai Bata

Woh Jo Doodh Dhuli Masoom Kali

Woh Hai Kahan Kahan Hai Woh Roshni Kahan Hai

Woh Jaan Si Kahan Hai

Main Adhoora Tu Adhoori Ji Rahi Hai

E Ajnabi ...

Tu To Nahin Hai Lekin Teri Muskurahat Hai

Chehra Tera Nahin Hai Par Teri Aahatein Hai

Tu Hai Kahan Kahan Hai ,Tera Nishaan Kahan Hai

Mera Jahan Kahan Hai

Main Adhoora Tu Adhoori Ji Rahi Hai

E Ajnabi

Share this post


Link to post
Share on other sites

;) r_s_ agar aap ne HEAD PHONE utar diya hai to abh koi ghazal zaroor post kijiyega ganay to hum sunn hi lain gain aur aaj PERH bhi liye...... :laugh::lol:

Share this post


Link to post
Share on other sites

kya huaa hia guyzz app ko ghaney kyoon shroo kar diye hian app ne.....:P......shairee khatam ho gayee hia kya..........aur kiran app r_s ko kahan dekh rahee ho...

ab bhala main hie kuch arz kiye deta hoon baki app shairon main jaan khatam ho gayee hia:lol:

Mujhe Dard Mila

"Gum kay sholo main jalnay ke siva

Tere isq main mila kia mujhko dard ke siva

Daali say phoolo ko girnay na diya

Aur khushboo ko hawaaon main bikhrnay N diya

Tujhko ruswai say bachane kay liye

Maine aansoo bhi aankho say nikal ne na diya

Phir bhi mujhko mila kia tanhayee kai siva

Tere isq main mila kia mujhko dard ke siva

Paid say toote hui patto ki tarah

Main hava main uda hoon khaak ki tarah

Maine her pal teri khishi ki duva mangi hai

Main kyon N bikhar jaaon bujhi raakh ki tarah

Zindagi kucch nahi ab pereshani ke siva

Tere isq main mila kia mujhko dard ke siva

Maine dil ki dharkan say tujhko sadayein di hai

Teri har baat ko zindagi ki vafaein di hai

Tune tarap kay siva aur kuchh na diya

Teri yaadon ka huzum aakay rulane kay siva

Tere isq main mila kia mujhko dard ke siva

Ab na dil lagaounga kasam khata hoon

Itna khauff hai ki apnay saye say bhi ghabrata hoon

Kiss khubsurti say tabah kiya hai tune

Main muhbbat kay khiyaal say bhi dar jata hoon

Tereay waade ,teri tasveer kay tukdo kay siva

Tere isq main mila kia mujhko dard ke siva

hey guyzz how was dat:)

ok bye tc all

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam.

ham wo baidard hein

khuwab ganwa ker bhi ,

jinhein neend a jati hay ,

soch soch ker bhi jin k ,

zehno ko kuch nahen hota

tot phot ker bhi jin k dil

dharakna yaad rakhtay hein

ham wo bai dard hein

k jin k ansoo ankhon ka rasta bhol jatay hein

tot ker ronay ki khuwahish mein ju

baat bay baat muskuratay hein

shaam sai pehlay mer janay ki khuwahish mein ju

jetay hein ....

aur jetay he chalay jatay hein

Share this post


Link to post
Share on other sites

hello

kiran how are you, if dont like this song, i will

send you poetry.i have quit my head phone

for you

Share this post


Link to post
Share on other sites

hum intzar main hain kab aap ki taraf say kuch sunany ko milta hay

TUJH KO SOCHON TU ESA LAGTA HAY

JESAY KHUSHBOO SAY RANG MILTAY HAIN

JESAY SEHRA MAIN AAG LAGTI HAY

JESAY BARISH MAIN PHOOL KHILTAY HAIN (r_s)

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam.

1_Main Bad-Duaa Tou Nahi Day Raha Hoon Uss Ko Mager

Duaa Yeh He Hai Aab Ussay Koi Mujh Sa Na Milay.

2_DUAAe BAD nahi deta ,FAQAT itna hi kehta hoon,

ke jiss se DILL lage tera,woh tujh sa BeWAFA nikle,

3_ham duaa likhtey rahey or wo dagha parhtey rahey

ek nuqtey ney hmei,n mehram sey mujrim ker diya.

r_s_

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam all of u guyzz......

r_S bhaie yar zabardast poetry post kie hia yar cool...acha hua headphone utar diya warina hum bezar ho jatey:lol:........ab main kuch arz karta hoon:)

Payar Kar Kay To Dekhiyay

"Ishq Aur Payar Ko Samjh Kar To Dekhiyay

Hamara Dill App Ke Pass Hay Zara Sambhal Kar Dekhiyay

App Jo Chahay Kahein Magar Hum App Ko Chahtay Hein

App Kay Begair Mar Jaein Gay Zara Ruk Kar To Sochiyay

Hamary Mohabat Ki Duniya Missalein Day Gi

Hum PAr Zara Aitbaar Kar Kay To Dekhiyay

Mohabat Kay Shahidoon Mein Likha Jay Ga Hamara Bhi Nam

App Zara Hum Say Payar Kar Kay To Dekhiyay

Hum To Shahyad App Kay Dewanay Ho Gay Hein

App Zara Hum Say Dill Lagga Kar To Dekhiyay

Yeh Dill Fidda Hay App Par,App Kay Bin Nahi Rah Sakta

App Ankhoon Kay Rastay Dill Kay Pass Aa Kar To Dekhiyay.

ok bye tc all

ALLAH HAFIZ

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam.

adil.app khia haio

yaad

woh pass hon yah door hon

aankhon main humare rehtye hain

koi jakey in ko yeh bataye

hum yaad inhi ko karte hain

rehtye hain har waqt

aankhon main humare

bas in ko hi hum chahte hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam.

umair.zm thanks app bezar nhyai haio nya

man app kio achia poetry post karion gya r_s_

Share this post


Link to post
Share on other sites

r_s_ itni jaga fazool main khali rehti hai kahin tum pe TAX na laga dain WAQAS :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

YAAD OSKEE ETNEE KHOOB NAHI MEER BAZ AA

NADAN PHIR WOH JEE SAY BOLAYA NAA JAEEY GAA

Share this post


Link to post
Share on other sites

thanx sanum

EK AADH SAPNA HO TO PHIR ACHA LAGTA HAI

HAZAROON KHUWAB SAZA KER KUCH NAHI MILTA

YEH ACHA KE APAS KE BHARAM NA TOOTNE PAIN

KABHI BHI DOSTOON KO AZMA KE KUCH NAHI MILTA

guys i don't agree with this couplet just post here

Share this post


Link to post
Share on other sites
Hi,

Kiran Ji mein kaise Tax laga sakta hoon.

Asim

oops sorry asim i thought asim is also from Admin........ :(

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.