Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
mein_hoon_na

Baiet-bazii

Recommended Posts

yeh bait bazee urdu main hay janab ..or akhre lafz urdu harof-e-tahuje main Noon banta hay app ghor say dekhain wahan

ab cheeko nay last word I nahi diya yeh urdu main yaa bana ga to app y say start kerain gay ..

or Y say mere laraye hay !

Share this post


Link to post
Share on other sites

yehi To Wajh-e-Shakist-e-Wafa Hui Meri

Khaloos-e-Ishq main Sadah Dili Ki Aamezish

Share this post


Link to post
Share on other sites

shukaib apnai Taruf k ley yeh bat kaffi hai

hum us sai hut ker chaltai hain jo rasta Aam ho jaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ek jurm hai mohabbat

Jo main ne kiya hai,

Ek ghalti hai mohabbat

Jo mujh se huwi hai,

Ek dard hai mohabbat

Jo mujhe huwa hai...

Share this post


Link to post
Share on other sites

hi kashif chikoo is my frnd

tumko chikoo pasnd hai

she is also like chikoo hehehe

chikoo marna mat ager perhoo to :P

ishq nay sikh hi li waqt ki taqseem kay ab

woh mujhay yaad to ata hai mager kam kay baad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Thanx Chiko and charming

Doobna nahi seckha hum nay gharai mein

humhay maloom hai kitni hai bahar-e-gum ki gahrai

Share this post


Link to post
Share on other sites

in ko jo dkehtay tha muajhy dekhnay lagay ab

bas itni si baat hai kay unki hogayi hoon mien

thx for wat kashif

charming ka shukriya ada keroo

jissnay muajhy yahaan tak pouchaya hai :P

apkay roobaroo :upside:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Nazukee unn kay lab kee kia khayeee..

pankhree aik Gulab kee see hai

hmm ajj shair yad aa gia :D

word to gO is ''haii"

Share this post


Link to post
Share on other sites

Nazukee unn kay lab kee kia khayeee..

pankhree aik Gulab kee see hai

hmm ajj shair yad aa gia :D

word to gO is ''haii"

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yaad Ata Hai to Kyun Uss say Gila Hota hai

Woh Jo Ek Shaks Hamain Bhool Chuka Hota hai

Edited by caratamity

Share this post


Link to post
Share on other sites

IK DHOOP SI JAMI HAI NIGAHUN K AAS PAAS

YE AAP HAIN TAU AAP PER QURBAN JAYE

SHAYAD HUZUR SE KOI NISBAT HUMAIN BHI HO

AANKHUN MEIN JHAANK KER HAMAIN PEHCHAAN JAYE

abb us ko kia pata tha chikoo me ko chikoo bohut achay lagtay hain :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh tum nay hi mujhay bataya tha

zindagee saniha nahi hoti

her qadam phonk phonk ker rakhna

her gali raasta nahi hoti

ok to khan sahib chikoo ka to season nahi kia apko available hai yeh :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

yeh tasht-e- falak main taray bher ker

Chand kisai milnai jata hay

Edited by rukh

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yaad hai abb taak tujh se bicharnay ki wo andhri shaam mujhay

Tu khamosh khara tha laykin baatein kerta tha kajal

Share this post


Link to post
Share on other sites

ohhh to kashif tum kai samjhtay hoo chikoo tumko market say itnay easily mil gaye ga no way tumko usski bhari raqam dayni hoogi :blues:

waisay tumnay shai say check kia tha kajal tha kay nahi lagati hai so kajal i dont think so hehehe :blush:

loot kioun nahi jate gharoon ko apne

rahien takte howe jinko sham hochoki

inhien kab chahiye zamane ki shohratien

jo jeet gaye, mohabat jin ki enam hochoki

Share this post


Link to post
Share on other sites

mera bhooj khood othana ,mera karb ap sehna

mere zakhum bant layna,mere ratjaoo may rehna

yeh hadien na toordayna ,mere daire mein rehna

mujahy apne dil mein rekhna ,mere hafze mein rehna

Share this post


Link to post
Share on other sites

yoonhe sooch raha hoon main

kia tu bhi mujhay soochta ho ga ?

Share this post


Link to post
Share on other sites

ya Rub dil-e-muslim ko woh zinda tamnna day

jo rooh ko terpa day ji qalb ko germa day !

Share this post


Link to post
Share on other sites

aankh ki seep main jo band hey

us khawab ki baat

hijr ke khuf se sehmi hey jo

us raat ki baat

lab pe aa ke jo ruk jati hey

us baat ki baat

aao koi baat karen

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.