Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Miss_Jee

Khamoshi

Recommended Posts

AGAR TUM CHAHTEY HO KEY TUMHARA ROB O DABDABA RAHEY TU PHIR KAMOOSH HO JAO KIUON KEY KHAMOSHI KEY PEECHAY KHAZANA CHUPA HOTA HAI PAHAROON KI HEY'BAT KI WAJHA KHAMOSHI HAI SEHRA KA ROOB BHI KHAMOSHI HAI "TUM KABRISTAN SEY DARTAY HO,WAHAN TU MURDEY HAIN TUMHEIN KIA KAHEEN GAYE? KUCH NAHEE!, MAGAR KHOOF HAI KIUON KEY WAHAN KHAMOSHI HAI IS LIYA AGER APNA ROOB O DABDABA CHAHTEY HO TO KHAMOSH HO JAO"

Share this post


Link to post
Share on other sites

hmmmmm wow nice post miss jee

lakin kabhi kabhi app apny under ki cheekho say bi tu bohat darty hoo...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Assalam O Alikum To All Of U ..

Hmm Nice Post Miss :yes:

Khamoshi Ghussey Ka Behtarein Ilaj ha...

Kabhi Kabhi Hum Ghussey main Bohat kuch keh Jatey Hain Jis Ka ehsas hamain Baad main Hota Ha magar kia faida phir pachtaney se..to kia he acha ha ke hum ghussey main khamoshi se kaam lain chahey jitna bhi ghussa ho dosraon per bilkul bhi zahir na karein....

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam...

grrrrr8! post miss jee....

i m agree with u...tashu...

bohot se log aise hote hain jo gusse mein bohot kuchh keh dete hain...phir pachhtate hain....

"KHAMOSHI BAZAATE KHUD AAWAZ KA SEHRA HAI...."

good post....

Share this post


Link to post
Share on other sites

anoushy chikhain ander tabhi uthti hain jab khamoshi hoti hai:)

walikumaslam tashu n ibtisaam

jee tashu waqi kuch loag ghussey mein buhat kuch bol detey hain soochey samjhae kuch tu baad mein pachtatey hain per kuch assay bhi hotey hain jo apney app ko sahii samjhtey hain or unhain apney kiye per koi afsoos or pechtawa nahee hota

Share this post


Link to post
Share on other sites

anoushy chikhain ander tabhi uthti hain jab khamoshi hoti hai:)

walikumaslam tashu n ibtisaam

jee tashu waqi kuch loag ghussey mein buhat kuch bol detey hain soochey samjhae kuch tu baad mein pachtatey hain per kuch assay bhi hotey hain jo apney app ko sahii samjhtey hain or unhain apney kiye per koi afsoos or pechtawa nahee hota

Share this post


Link to post
Share on other sites

bohaaaaaaaat zabardast or true post ki ha mis jee aap nay, :yes:

waqay hee khamoshi apnay andar bohat raaz liay hoti ha.

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam.

buaht achi post hai app ki app ney sahe kaha miss jee

keun ka mai es khamoshi say faida uthati hoon es liya khamoshi ki hemyata bhe janti hoon mai ney buhat sa gussa es khamoshi mai chupyia hai or yeh hai ka es say faida bhe mujha howa hai per kabhe kabhe khamoshi apney under bhe aik sawalon ka tufan hoti hai or woh khamoshi bus khamosh he rahti hai phir.

but buhat achi hai app ki post or sahe hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aslaam-o-alikum

nice post aur kaafi aachi aachi baatein baqi cy fellowz nay bi ki hai

lakin kabhi kabhi app apny under ki cheekho say bi tu bohat darty hoo
...

sehi kaha anoushay aap nay

anoushy chikhain ander tabhi uthti hain jab khamoshi hoti hai:)

sehi lekin aik baat jo baat mey kerna chahti hoo woh yeh k agar insaan mazboot ho na tu woh under ki cheekhoon say darta nahi hai bulk ussay daba deta hai meanz maar deta hai

keun ka mai es khamoshi say faida uthati hoon es liya khamoshi ki hemyata bhe janti hoon mai ney buhat sa gussa es khamoshi mai chupyia ha

kaafi mazboot asaab ki malik hain aap kyun k ghussay ko khamoshi mey chupaanay k liyae bi bohot himat chahiyae hoti hai. mey nay kaaf logo ko dekha hai jo aksar khamosh rehtay hain lekin jab ghusa aata hai tu phat partay hain

kabhe kabhe khamoshi apney under bhe aik sawalon ka tufan hoti hai or woh khamoshi bus khamosh he rahti hai phir.

i agree wid u well said

aksar mey yeh sochti hon jo log khamosh hotay hain un k seeno mey bohot say raaz dafan hotay hain yeh meri aapni soch hai may b mey ghalat bi ho aap log iss baray mey kya samjhtay hain i would luv to c ur comments

Share this post


Link to post
Share on other sites

hmmm iv agreed wid u miss jee

sab ny jooo apni apni oppinions bataii hain they r v.true expresions

about KHAMOSHI....

i think k joo loog apny seeno main raaz jamaye rakhty hain wo

un k liye theek nahi...coz wo apni sarii zindagii dukhi tareey say guzarty hain orr un kii joo mistakes joo unho nay kii hoti hain hay woo unko bool nahi paty..so thats not gud..they should share their feelingzz wid someone hu they trust wid...mery paas kehny ko tu bahat kuch hai mager main keh nahi paa rahiii..... :down: i hope someone can understand my feelingzzz...joomain ny kehna tha woo tu keh diya.....

merii aap sab say ye suggetion hay k apni feelingzzz un k saath share kary joo

trust karny k kabi hoo... ye naa hoo ye wooo back staber nikly..

overall miss jee i really liked ur topic mujy bohat khushi hoi k

mujy bii muqa mila apni feelingzz share karny kaa...thnxx alot 4 ur wonderfull topic

Edited by Chandani

Share this post


Link to post
Share on other sites

khamoshi ............ kabhi kabhi bohot achi bhi hoti hai aur kabhi kabhi wabal-e-jan bhi hoti hai ................... agart kahmoshi muhabat ke aitbar se deekhi jaee tu wabal-e-jan ho sakti hai aur agar khamoshji apni zindagi ke lehaz se deekhi jae tu achi hoti hai......... ab age aap log samajhdar hain khud samajh jaeen......... ab main ne khamooshi ikhtiar ker li hai yeh ik aur category ki kahmoshi hai ..... :) yeh main nahin bataoon ga

Share this post


Link to post
Share on other sites

ab kya bataoon cahndani yeh khamoshi is lye ikhtiar ki hai ke kaheen mere munh se kuch aesa na nikal jaee ke is topic ko start kerne walla mujhe khamosh ker de .............hamesha ke liye .............. :laughing: bas ab tasali ho gai khamoosh nahi rehne diya na mujhe :P

Share this post


Link to post
Share on other sites

yar kurios

ab to ham is intizar me hai ke ap ko

is topic ka "starter", ho sakta hai ke

mukammal khamosh kar de.

anyway :yes: all the best for u.

Edited by saqib

Share this post


Link to post
Share on other sites

kurios chandani tu khamosh rat ki rani hai .... kio cherty hain usko

well kabi app ny rat ki chandani ki khamoshi feel ki hai kitni deep hoti hai na...........kutrios app chup mat hona seriously i promise main phir bi app say daro ge but bolty rehna

:P

saqib ab lagta hai mujy hi app ki bolti band karna pary geeee :D

Share this post


Link to post
Share on other sites

nice post :yes:

mujhe to bohat hansi aa rahi hai kay post ka title khamoshi hai aur sab itna bol rahay hain :banghead:

Kisi bhi haal mein insaan raha nahi jata aakhir us ko tang aa kar bolna parta hai lakin gussay ko kaboo karna aik alag baat hai kyon kay hum gussay ko kaboo to kar laitay hain per aik hi baat repeat ho to phir kuch na kuch bolna parta hai.

well sab nay bohat achey comments diye hain.

kurios> aap ko khamosh kyon karwaya jaye ga?????? :angel:

Share this post


Link to post
Share on other sites

bas ji in logoon ke raaz mere pass hain na is liye yeh sab mujhe khamosh karwa rahe hain ??

Share this post


Link to post
Share on other sites
bas ji in logoon ke raaz mere pass hain na is liye yeh sab mujhe khamosh karwa rahe hain ??

175172[/snapback]

meri taraf say app ko bolny ki dawaty am hai ....... :flower:

(ager khuch ulta sedha bolna tu phir tu apun ko janta hai :angry2: )

jst jokin man

Share this post


Link to post
Share on other sites

acha sachi me joke ker rahi thi tum annu mujhe nahi pata tha :laughing:

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.