junaidrauf 0 Posted November 3, 2006 Woh jo hum mein tum mein Qaraar tha tumhein yaad ho k na yaad ho Wohi yaani Wada Nibah ka tumhein yaad ho k na yaad ho Woh Naye gily Woh shikaayatein Woh mazy mazy ki Hikayatein Woh har ek baat pay Ruthana tumhein yaad ho k na yaad ho Koi baat aisi agar hoi jo tumhare ji ko buri lagi To bayaan se pahale hi bhulana tumhein yaad ho k na yaad ho Suno zikr hai kai saal ka koi Wada mujh se tha aap ka Woh Nibaahane ka to zikr kya tumhein yaad ho k na yaad ho Kabhi hum mein tum mein bhi chaah thi kabhi hum se tum se bhi Raah thi Kabhi hum bhi tum bhi thay Ashna tumhein yaad ho k na yaad ho Hue Ittefaq se gar baham Woh Wafa jataane ko dam-ba-dam Gilaa-e-malaamat-e-Arqabaa tumhein yaad ho k na yaad ho Woh jo Lutf mujh pay the beshtar Woh karam ke Haath mere Haath par Mujhe sab hain yaad zara zara tumhein yaad no k na yaad ho Kabhi Baithe sab hain jo Roo-ba-Roo to Ishaaraton hi se Guftaguu Woh Bayaan Shauq ka Baramalaa tumhein yaad ho k na yaad ho Woh Bigarnaa Wasl ki Raat ka Woh na maanana kisi Baat ka Woh nahin nahin ki har aan Ada tumhein yaad ho k na yaad ho Jise Aap Ginty thay Ashna Jisy aap kahaty thay Ba Wafa Mein Wohi hun Momin-e-Mubtala tumhein yaad ho k na yaad ho Share this post Link to post Share on other sites
Miss_Jee 0 Posted November 4, 2006 Nice One Junaid Rauf......... Share this post Link to post Share on other sites
Sahil Jehan 0 Posted November 5, 2006 Suno zikr hai kai saal ka koi Wada mujh se tha aap ka Woh Nibaahane ka to zikr kya tumhein yaad ho k na yaad ho . bohat khoob bhaii. Share this post Link to post Share on other sites
Kiran 2 Posted November 5, 2006 Nice i ve given 5 stars to this ghazal... ahsan kerne ki adat hai mujhe ;) well nice choice Share this post Link to post Share on other sites
junaidrauf 0 Posted November 5, 2006 Aap k ahsan k bojh taly hum to dab gaye hain Kiran bohat ahsaan hai aap ka Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 3, 2007 (edited) lolzzzzz .... i cant stop my smile ... Jise Aap Ginty thay Ashna Jisy aap kahaty thay Ba Wafa Mein Wohi hun Momin-e-Mubtala tumhein yaad ho k na yaad ho mujhay yeh nazam yaad kernee paray gee : P Edited January 3, 2007 by rukh Share this post Link to post Share on other sites
mansoor 0 Posted January 5, 2007 Hmmm Nice Ghazal :D Share this post Link to post Share on other sites
Kiran 2 Posted January 7, 2007 hmm mention again n again junaid rukh> aham aham kheriat hai na? ;) Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted January 8, 2007 ^lolzzzz haan tum ko phone per sunanee hay ; ) Share this post Link to post Share on other sites
junaidrauf 0 Posted January 15, 2007 Again i say Thanks alot Aap ka Ahsan yeh hum kaisse chuka paien gay Jhomain gay Nachain gay Gain gay yeh 5 Sitary jo mil gaye hain humain Ub Asman par kaisse laggain gay Kiyun ji kaissa? Share this post Link to post Share on other sites
Kiran 2 Posted January 15, 2007 ;) hum jo cheaz daan ker dete hain woh wapas nahi lete ;) Share this post Link to post Share on other sites
Dako 0 Posted January 27, 2007 humain matric say yaad hai yeh nazum :P Share this post Link to post Share on other sites
Kiran 2 Posted January 29, 2007 ap ki posted stuff matric ki kitaboon main bhi hum ne nahi perha ghissa pita kalam :P ghalib sb mafi chahti hun ;) Share this post Link to post Share on other sites
junaidrauf 0 Posted January 30, 2007 (edited) wah ji wah Edited January 30, 2007 by junaidrauf Share this post Link to post Share on other sites
Kiran 2 Posted January 30, 2007 (edited) well junaid thx 4 ur information :) per maine dako (sorry for calling this name :P ) ki posted ghazal ko kaha hai TADBEER wali ghazal jo unhone posty ki hai in other topic Edited January 30, 2007 by Kiran Share this post Link to post Share on other sites