Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
rukh

Shair Ka Jawab Shair Say

Recommended Posts

Jinhain maanta hi nahe yeh dil wohi log hain mere humsafar

Mujhay her tarah say jo raas thay wohi log hum say bichar gaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bichraa woo iss add say k rutt hee badal gayee

ik shakas saryee shar koo verann kar gia

Share this post


Link to post
Share on other sites

dil to mera udaas hai Nasir

shehar kion saain saain kerta hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

baithe hain rehguzar pe dil ka diya jalaye

shayed wo dard samjhe shayed wo lot aaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

baithk saya gul main Nasir

hum bhut royee jab woo yad aya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Fursat mai yaad kerna ho to kabhi na kerna...

Hum tanha zaroor hain, magar fuzool nahi !

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

Yonhee mausam ki ada dekh ker yaad aya

kis qadar jald badal jatay hain Inssan jaana

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bass k duswar hai har kam ka asaan hoona

Admi ko bhee moyasar nahi insan hoona

Share this post


Link to post
Share on other sites

bara dushwar hota hay

zara sa faisla kerna

k jeewan ki kahani ko

byaan-e-bayzubaani ko

kahan say yaad rakhna hay

,kahan say bhool jana hay

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

کبھی شعر و نغمہ بن کے ،کبھی آنسوؤں میں ڈھل کے

وہ مجھے ملے تو لیکن، ملے صورتیں بدل کے

یہ وفا کی سخت راہیں، یہ تمہارے پائے نازک

نہ لو انتقام مجھے سے، مرے ساتھ ساتھ چل کے

وہی آنکھ بے بہا ہے جو غم جاں میں روئے

وہی جام جامِ ہے جو بغیر فرق چھلکے

یہ چراغِ انجمن تو ہیں بس ایک شب کے مہماں

تو جلا وہ شمع اے دل! جو بجھے کبھی نہ جل کے

نہ تو ہوش سے تعارف، نہ جنوں سے آشنائی

یہ کہاں پہنچ گئے ہم تیری بزم سے نکل کے

کوئی اے خمار ان کو مرے شعر نذر کردے

جو مخالفینِ مخلص نہیں معترف غزل کے

Share this post


Link to post
Share on other sites

na ganwao nawkey neem kash dill-e reza reza ganwa diya

jo bachay haen sang smait lo tan-e daagh daagh luta diya

mere charagar ko naved ho saf-e-dushmnan ko Khabar karo

wo jo qarz rakhate the jaan par wo hisaab aaj chukaa diyaa

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

tere haath say mere haath tak

jo hath bher ka tha fasila

kaye mausmoon main badal gaya

nahi jis pey koi nishan-e-paa

mere saamnay hai woh rah guzar

mere chara gar mere chara ger

mere derd ki tujhay kia khaber

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mujhe Khabar Hai Ke Kia Hai Judaaion Ka Azaab

Ke Mein Ne Shaakh Se Gul Ko Bichartay Dekha Hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

do chaar din or hain khuaboon k silsilay

phir to mustaqil hain azaaboon k silsilay

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jaaen Gain Door Tak Jo Khayaloun K Silsilay

Khud Un Se Aa Milain Gain Ujaloun K Silsilay

Kuch Es Liye Bhe Ho Gaey Gosha-Nashen Ham

Had Se He Barh Chale Thay Sawaloun K Silsilay

Rah-E-Wafa Kathin Hai Sambhal Kar Chalo Yahan

Lamhon Main Toot Jate Hain Saloun K Silsilay

Muddat K Baad Aaey Hain Ghar Ko Jo Lout Kar

Paaey Hain Muntazir Wohi Jaloun K Silsilay

  • Like 1

Share this post


Link to post
Share on other sites

Elahi Mujay Itna tu Mao'tabar kar day

Main jis makan main rehta hoon usay ghar kar day

  • Like 2

Share this post


Link to post
Share on other sites

Ghar Se Nikle To Ho, Socho Kidhar Jaoge

Har Taraf Tez Hawayein Hain Bikhar Jaoge

Itna Aasan Nahi Lafzon Pe Bharosha Karna

Ghar Ki Dehleez Pukaregi Jidhar Jaoge

Sham Hote Hi Simat Jayenge Saare Raastey

Behte Dariya Mein Jahan Honge, Thaher Jaoge

Har Naye Shehr Mein Kuch Raate Kadi Hoti Hain

Chat Se Deeware Juda Hongi To Dar Jaoge

Pehle Har Cheez Nazar Aayegi Bemani Si

Aur Phir Apni Hi Nazar Se Utar Jaoge

- Nida Fazli

Share this post


Link to post
Share on other sites

wahan ghar mein kaun hai muntazir keh ho fikar dair sawair ki

bari mukhtasir si yeh raat hai, isay chandni mein guzaar do !

Share this post


Link to post
Share on other sites

this topic shud be pinned ... nice one rukh

@topic

Lafzoon ki chandni bhi pheeki,pheeki lagti hai

ajj shaam ki palak bhi bheegi,bheegi lagti hai.

Share this post


Link to post
Share on other sites

us nay bhi loot aanay main ummer ganwa dee

jisy so baar likha tha shaam honay na daina

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bheegi Howi Ek Sham Ke Dehleez Pe Bethe

Har Dil Ke Sulagne Ka Sabab Soch Rahe Hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

tammam umer usui k khyal mein guzar gyi faraz

mera khyal jise umer bhar na aya

Share this post


Link to post
Share on other sites

Udas Logo Hujoom Lao, K Husn Walon Ko Maar Dalain....

Koi To Naiki Ka kam ker Lain, Tabah To Waisay Bhi ho chukay hain...

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kitne Aansoo Baha Diye Hain Is 4 Din Ki Mohabbat Main

Kash Sajde Main Bahate To Aaj Gunaho Se Pak Hote

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kis kis ada se Tujhe maanga hai RABB se

Aao kabhi mujhe Sajdon main sisaksta dekho

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.