sanober qazi 0 Posted April 19, 2004 zaburdust all of uuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu Share this post Link to post Share on other sites
Anayat 0 Posted April 19, 2004 Aslam O aalaikum all of u main bohat preshan hoon mujha say Urdu posting nahi ho rahi hai plz meri help ki jai aur bataya jai kaisay ho ge for exmpale k main urdu point say kuch post karna hai i m thank full to u all of u AnayaT Share this post Link to post Share on other sites
sanober qazi 0 Posted April 23, 2004 zaburdust anayat Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted April 24, 2004 ay kash woh kisi din tanhaiyon mein aayan un ko yeh raaz-e-dil hum mehfil mein kya batayen lagta hai dar un hay toh humraaz lay kar aayan jo poochna hai poochayen kehna hai jo sunayen tauba humari hum jo un ko haath bhi lagayen un hay ishq agar na hota palkayen nahi jhukatay galon pay shokh badal zulf ke na giratay kartay na qatal hum ko masoom yeh adayen ay kash woh kisi din tanhaiyon mein aayan un ko yeh raaz-e-dil hum mehfil mein kya batayen Share this post Link to post Share on other sites
sanober qazi 0 Posted May 1, 2004 wo mujjhay chor gaya to tajaub kaisa..? waqtey mushkil yon hi dost kia karty hain... Share this post Link to post Share on other sites
rukh 25 Posted May 1, 2004 nice anyat and sanober ..kafee ba zooq members hain cy kay :) jub woh loot ainn to poochna nahi ghor say dekha jinhain rastoon main pata chala yeh rasta koi or hay Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted May 2, 2004 neend kuch hum ko hi aati nahi nasir varnaa apni taqdeer ko toh soye huye arsa guzara Share this post Link to post Share on other sites
sanober qazi 0 Posted May 9, 2004 nice anyat and sanober ..kafee ba zooq members hain cy kay :)jub woh loot ainn to poochna nahi ghor say dekha jinhain rastoon main pata chala yeh rasta koi or hay thanx rukh aap ka bhi jawab nahi dear Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted May 10, 2004 un hay paraye chiraagon se kya garaz iqbal jo apna ghar ke diye khud bujh ke aaye hain Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted May 11, 2004 anayat , bindoo jie n sanober very nice colection rukh ncie shair urs too :) Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted May 11, 2004 Woh mujh say " Woh mujh say pooch raha tha batao kaisa laga tum aglay zakhmoo ko chooro yeh ghao kaisa laga ajab sawal kiya aandhiyu nay pattoon say shajar say toot kar girna batao kaisa laga tum is ko chooro zara apnay dil say yeh poocho kaha jo us nay mujhay bhool jao batao kaisa laga Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted May 12, 2004 bohut achay umair ji tasweer-e-kayinaat jo dhoondhli si ho gayi kuch toh uda ke la gaye meri nazer se aap Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted May 13, 2004 bindoo jie nice shair :) n thanx :hi: sanober>> it was real gr8 posting Kisi Werany Men Tujh Sey Mil Kar "Ankhoon Men Peyas Hoa Karty Thi Dil Men Toofan Utha Karty They Loog Aaty They Ghazal Suneney Ko Ham Tere Bat Kia Karty They Sach Samjhty They Tery Wadoon Ko Rat Din Ghar Men Raha Karty They Kisi Werany Men Tujh Sey Mil Kar Dil Men Kia Phool Khila Karty They Ghar Ke Dewar Sajany Ke Khatir Ham Tera Nam Likha Karty They Wo Bhi Kia Din They, Tujhe Bhula Kar Ham Tujhe Yaad Kia Karty They Kal Tujhe Dekh Kar Yaad Aeya Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Karty They Share this post Link to post Share on other sites
sanober qazi 0 Posted May 14, 2004 shuykriya magur janab aap thy kahan itny arsy sy Share this post Link to post Share on other sites
sanober qazi 0 Posted May 15, 2004 Poochtay ho kio us say pyar kerty jaaty hoo ye sawaal tu khud say baar baar kerty jaaty hoo wo tu na rakh saka kabhi bhi wafao ka bharam phir kio us ki baato pay eitbaar kerty jaaty hoo janty ho na pehna sakay ga ridaye mohabbat phir bhi cha mai us ki daman taar taar kiye jaaty hoo jab chaak apnay dil kay younhi seenay jaana tha tu kio diye uskay zakhmoo ko shumaar kiyee jaaty hoo shayed kabhi na lout kai aasakay wo mery taraf kio aise musafir ka intezaar kerty jaaty ho janaay kiaa us sahir nay kerdiaa hai mujh per jaado shaam 0 sehar mai khud ko beqaraaar kerty jaaty hooo bina us kai lagta nahi hai kahin dil log kehtay haimai khud ko bekaar kerty jaaty hoo Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted May 16, 2004 arey sanober jie app ko nahien pata :( i was busy in exams ab khatam hoye hian so back to app sab ki khidmat main very nice poetry :hi: zindagi "zindagi ki kehkeshan main dukh sukh ka sayya yon saath reta hay jesey meri zindagi khooshiyoon ke taqun main bhagta hua insan yon lagta hay ke jesey talash karrahahay zindagi is saher-r-wafa main agta hay ke humreh na paein geye koi sadma na lag jaey dil koay meri zindagi yeh chand, sooraj,sattarey,phool or khoosbo saath saath yon merey hoty hain jesey meri zindagi Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted May 17, 2004 bohut khoob umair aur sanober ji kyuu.N meraa dil shaad nahii.n hai kyuu.N Khaamosh rahaa karataa huu.N chho.Do merii raam kahaanii mai.n jaisaa bhii huu.N achhaa huu.N meraa dil Gam_Gii.N hai to kyaa Gam_Gii.n ye duniyaa hai saarii ye dukh teraa hai na meraa ham sab kii jaagiir hai pyaarii tuu gar merii bhii ho jaaye duniyaa ke Gam yuu.N hii rahe.nge paap ke pha.nde, zulm ke ba.ndhan apane kahe se kaT na sake.nge Gam har haalat me.n mohalik hai apanaa ho yaa aur kisii kaa ronaa dhonaa, jii ko jalaanaa yuu.N bhii hamaaraa, yuu.N bhii hamaaraa kyuu.N na jahaa.N kaa Gam apanaa le.n baad me.n sab tadabiire.n soche.n baad me.n sukh ke sapane dekhe.n sapno.n kii taabiire.n soche.n be-fikre dhan daulat waale ye aaKhir kyuu.N Khush rahate hai.n inakaa sukh aapas me.n baa.Nte.n ye bhii aaKhir ham jaise hai.n ham ne maanaa ju.ng ka.Dii hai sar phuuTe.nge,Khuun bahegaa Khuun me.n Gam bhii bah jaaye.nge ham na rahe.n, Gam bhii na rahegaa Share this post Link to post Share on other sites
sanober qazi 0 Posted May 19, 2004 kabhi yaad aa'o tu es tarah k lahoo ki sari tamazten tumhen dhoop dhoop samet len tumhen rung rung nikhar den tumhen harf harf main soch len tumhen dekhney ka jo shoq ho tu diyar-e-hijer ki teeragi koh-mazan ki noke say noch len kabhi yaad aa'o tu es tarah k dil-o-nazer main uter sako kabhi hud say habs-e-junoon bharrey tu hawas bun k bikher sako kabhi khul sako shab-e-wasal main kabhi khoon-e-dil main sanwer sako sar-e-rahguzer jo milo_______kabhi na teher sako_________na guzer sako! mera dard phir say ghazal baney kabhi gunguna'o______tu es tarah merey zakaham phir say gulab hon kabhi muskra'o_______tu es tarah meri dharkaney bhi laraz uthen kabhi chot kha'o_____tu es tarah Jo nahin tu phir barey shoq say sabhi rabtey sabhi zabtey kabhi dhoop chhaon main torr du na shikast-e-dil ka sitam saho na suno kisi ka azab-e-jaan na kisi say apni khalish kaho yuni khush raho____yun hi Khush raho na ujerr saken na sanwer saken kabhi dil dukha'o____tu es tarah na simat saken na bikher saken kabhi bhool ja'o_____tu es tarah "kisi tur jaan say guzer saken" kabhi yaad aa'o tu es tarah Share this post Link to post Share on other sites
Kiran 2 Posted May 19, 2004 fantastic Sanober it's really touchy Share this post Link to post Share on other sites