saamia 0 Posted June 15, 2004 boht khoob :flower: yeh walla shair accha lagga or anayat bhai aap kia ab copy paste par hi laghay hain kuch origional bhee karain Share this post Link to post Share on other sites
mein_hoon_na 0 Posted June 16, 2004 Aisa Nahi Ke Hum Ko Mohabbat Nahi Mili Jaisi Chahtey The Hum Ko Woh Ulfat Nahi Mili, Milney Ko Zindagi Main Kahin Hum-Safar Miley Per Un Ki Tabiyat Se Tabiyat Nahi Mili, Chehroon Main Doosroo Ke Tumhain Doondtey Rahey, Surat Nahi Mili Kahin Seerat Nahi Mili, Bohat Dair Se Aaye Tum Mere Paas Kiya Kahoon, Alfaaz Doondney Ki Bhi Mohalat Nahi Mili, Tujh Ko Gila Rahi Ke Tawajja Na Di Tumain Laikin Humain Khud Apni Rafaqat Nahi Mili, Her Shaks Zindagi Main Bohat Dair Se Mila Koi Bhi Cheez Waqt-e-Zaroorat Nahi Mili, Hum Ko To Teri Aadat Achi Lagi, Afsoos Ke Tujh Se Meri Aadat Nahi Mili Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted June 16, 2004 saamia >> madam ab app bhie kuch post kar lein :P mhn n anayat >>> very nice guyss Share this post Link to post Share on other sites
munnibhai 0 Posted June 17, 2004 akyaan nay charyaan laayan aaj yadan teryan aayan nay watnaa nu aaja dholna dhonaaaaaa watnaa nu aaja dholnaaa Nusrat Fateh Ali Khan Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted June 19, 2004 salam, i think shair ye sahi hai aeey phool mere phool ko yeh phool to dena, kehna ke tere phool ne yeh phool diya hai. :D Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted June 20, 2004 ruby >> Aap jaise log hume kuch khas lagte hai. mann me har waqt hum ek aas rakte hai, jaane kab aa jaye sms aapka is liye cell ko dil ke pass rakte hai Share this post Link to post Share on other sites
*welfare* 0 Posted June 20, 2004 Aslam O alikum all from amirakram i am fine and hope u raslo logon nay hunar apna dakhia bhi bhout hay ga ga kay mein nay us ko mania bhi bhout hay such pouchoo to dil ko payira bhi bhout lagta hay wo shakish gis nay dil ko dakiha bhi bhout hay Allah Hafiz all :hi: Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted June 22, 2004 AMIR anayat >> nice :hi: Asa Kun HoTa HaY "Bohat dino kee baat hai, Yeah baat aaj kee nahee, Kisee ko yaad bhee nahee, Bohat dino kee baat hai, Baahar pur shabab thee, Fiza bhee khush gawar thee, Najanay kion machal para, Main apnay ghar say chaal para, Kisee nay mugh ko rok kar, Bari adda say tok kar, Kaha tha loot i-yea, Maree qasam na jayee! Par mughay khabar na thee, Mahool par nazar na thee, Najanay keon machal para, Main apnay ghar say chaal para, Shehar say phir aa gaya, Khayal tha k paa gaya, Woh jo mugh say dur thee, Magar meri zaroor thee, Phir aik haseen shaam ko, Main chal para salam ko, Gali ka rang daikh kar, Naeee tarang daikh kar, Mughay baree khushi hoeee, Mughay baree khushi hoeee, Main kooch apnee khushi main tha, Kisee na jhankh kar kaha, Parai GHAR say ja-ea, Meri qasam na aayea, Wohee haseen sham ha, Bahar jis ka naam ha, Chala hoon ghar ko chor kar, Na janay ja-oon ga kidhar, Koee nahee jo rook kar, Koee nahee jo tok kar, Kahay k lot ayea, Mari qasam na jayee. Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted June 23, 2004 hi dosto :hi: zabardast postings hain aap sab ki asa kyun hota hai umair ji ke aap ki postings humesha hi kamaal ki hoti hain . really a nice one woh ashk ban ke meray chasm-e-ter mein rehta hai ajeeb shaks hai paani ke ghar mein rehta hai . Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted June 24, 2004 bindoo jie thanx alot :) jaan >> waqaiyee ajeeba banda hia pani k ghar main rehta hia aao ik sajda karain alamay madhoshi mai log kahtay hai k sagar ko khuda yaad nahin Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted July 7, 2004 nice one umair ji :) kyun aaina kahayan us se pathar na kyun kahayan jis aainay mein aks un ka na dikhayi day Share this post Link to post Share on other sites
jaan 0 Posted July 7, 2004 nice one umair ji :) kyun aaina kahayan us se pathar na kyun kahayan jis aainay mein aks un ka na dikhayi day Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted July 7, 2004 salam, phir is ke bad to ankhoon main bas gaya woh shaks, agercha hum ne usse be-dili se dekha tha Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted July 8, 2004 bindu >>. thanx alot :) ... app ka sher bhie acha tha :hi: wsalam ruby nice sher :) TUJAY CHAHNAY KE BAAD " "mere zindagi mere zindagi na rahi tujay chahanay ke baad baqi koi bhee khushi na rahi tujay chahanay ke baad her ghum mein milay so ghum mujay tujay chahanay ke baad loghon say hum bohat kum milay tujay chahanay ke baad toot ker kuch iss tarah say bikhertay rahay teri yaad mein simat ker bhee na phir simat sakay tujay chahanay ke baad ghumon nay di yun sada mujay her khushi ke anay per na hoa khushi ka phir dedar mujay tujay chahanay ke bad UMAIR ko nahi zara bhee dukh teri bewafai ka dhondnay pe bhee tuje sa mila nahi tujay chahanay ke baad buree tarah say ulja raha yeh dil tujay chahanay ke baad kissi tarah say na phir sulaj saka yeh dil tujay chahanay ke baad. Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted July 8, 2004 salam, nice umair kabhi ansoo kabhi naghma kabhi khushboo ban ker hum se her sham milye hai tera cherah ban ker mera kia haal hai yeh aake kabhi dekh to le jee raha hoon tera bhoola hua wada ban ker Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted July 8, 2004 ruby >>> thanx :) ... nice sher urs too Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted July 9, 2004 SALAM, AAREYE KISI SECTION MAIN KUCH SHAIR POST BHI KIYE HAIN YA SIRF TAREEF SE KAM CHALAYA HAI AJ Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted July 9, 2004 arey mera bas chaley to har section 10 posts kar don ;) lakin phir har jagha main he main hon gha :) aur phir doosron ko post kariney ka moka bie nahienmiley gha :) is liye sab ka wait karita hon k woh bhie akar posting karey :hi: chalo ab meri taraf se arz hia :) :hi: agar mohabbat meri sachi hai "Agar mohabbat meri sachi hai to aik din zaroor mila degi, Agar zid meri pakki hai to aey! KHUDA aasman ko bhi hila degi, Na inkaar kar sakta hai koi meri wafa se mujhe yaqeen hai, Per tu sambhlna aik din meri wafa tujhe bewafai ka sila degi, Yeh baat sach hai ki tum ne hum se pyar kiya per doosre hi pal bhula diya, Mera pyar itna aasan na tha na socha tha ki teri mohabbat dagha degi, Na bhula sakonga woh mohabbat na woh bewafai jo tune ki, Saza is se barh kar hai kiya degi ki umar bhar tujhe dua degi, Agar dam hai wafa mohabbat main to woh aik din zaroor aayegi, Jab meri yaad main tu tarpegi par tab UMAIR tujhe mohabbat na dega, ;) Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted July 11, 2004 salam, aareye nahin itni posts kafi hai werna coolyar ka naam badal ker coolumair .com rakhna hoga :P Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted July 11, 2004 nice nazam jab tum nahin hote sath mere hote hain khali hath mere pur shor sadayen poochti hain woh sard hawayen poochti hain woh kahan gaya sathi tera kia phir yeh zamana jeet gaya Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted July 12, 2004 ruby >>>han bas doosron ko bhie rehney dena hia na :P warna kham o kha sab kahien ghe k umair moka he nahien deta thanx :hi: so nice poetry MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK TUMHEEN YAAD MERI ATTI HAI MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK TUMHEEN CHAANDNI SATTATTI HAI MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK TUMHEEN INTIZAAR MERA HAI MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK TUM PEE HAQ SIRF MERA HAI MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK TUM DIL SEY MUJH PEY MARTEY HO MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK TUM PYAR MUJH SEY KARTEY HO MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK MUJHEY KIYON YAQEEN HAI ABB TAK Share this post Link to post Share on other sites
RUBY_4U 0 Posted July 12, 2004 salam, main to abhi se keh rahi hoon uamir moka nahin dete itni aachi shairi post ki hai mere pass to ab kuch itna aacha nahin hai :D irada tha tarke mohobat ka lekin,farebe tabasum main phir aagaye hum abhi kha ke thoker sambhalne na paye ke phir kahey thoker sambhalte sambhalte unhen khat main likha ke dil muztarib hai jawab unka aaya mohobat na kerte tumhen dil lagane ko kis ne kaha tha behal jaye ga dil behelte behlte koi unki wada khilafi ki had hai hisab apne dil main laga ker woh dekhen qayamat ka din aagaya rafta rafta mulaqat ka din badalte badalte Share this post Link to post Share on other sites
umair.zm 0 Posted July 13, 2004 arey ruby ... bas app loghon ki karam nawazish hia warina kahan itnie achie karita hon :) wesey zaroorat ho to mujh se le lena colection last sher was so nice :hi: Umer apni... Guzartey waqt ki dhoop chaaoon Chataan-e-zeest ko khokla kar rahi hai Yeh aatey jaatey mosamoon ki sakhti Wujood mein ab sama rahi hai Utartey chahrtey samandar ki manind Thi kabhi jo chamaktey, suraj ki maanind Ab woh umer apni, dhaley ja rahi hai Anjaani manzil chaley ja rahi hai... Share this post Link to post Share on other sites