Jump to content
CooLYar Forums - A Friendly Community by CooLYar
Zaini

Write A Shair Daily

Recommended Posts

Woh apnay zayam main tha bay-khabar raha mujh sy

Usay gumaan b nhi, main nhi raha is ka

Hum nay he tark-e-Taluq main pehal ki thi Faraz

Woh chahata tha magar hosla na tha is ka

Share this post


Link to post
Share on other sites

Bari Mushkil Say Sulaaya Hay Main Nay Khud Ko Aaj,

Apni Aankhoon Ko Teray Khwaab Ka Laalach Day Kar.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Maktab-e-Ishq Ka Yeh Dastoor Niraala Daikha,

Us Ko Chut'ti Na Mili Jis Nay Sabaq Yaad Kiya.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Hum Nay Tuj Ko Khud Mein Tasbhi Ki Tarhan Paroo Dala

Toota Agar Mein Too, Bikhar Tou Bi Jay Ga

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jäisè"Chähtè" "Thäy"Häm"

"

"W0"B"Hämäin" "Chähtè"T0"Kyä" "Bäät"H0ti"

"

"Pänè"Ka" "Ärmän"T0"Thä"

"

"Bin"Mängè"Mil" "Jätè"T0"Kyä" "Bäät"H0ti"

"

"Is"Dil Mä

Share this post


Link to post
Share on other sites

Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye

Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye.

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar

Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..

Udekta Main Tera Rasta

Kinna Tenu Chaava Ey Na Samjhi Tu..

Tere Naam Kitti Zindagii,

Jab Tu Milengi Tenu Dassange

Tere Naal Meri Har Khusi…

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar

Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..

Udekta Main Tera Rasta

Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye

Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye…

Suna Suna Dil Da Aasiyaana Hai

Suni Zameen Ho Asmaa..

Khoya Khoya Renda Mera Paagal Dil

Aaja Laut Ke Hun Aa Bhi Jaa…

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar Ni..

Tuhi Jind Meri Ye Dil Da Karaar

Tu Aaja Tenu Rabda Wasta..

Udekta Main Tera Rasta

Soniye Hiriye Teri Yaad Aandi Ye

Seene Vich Tadapta Hai Dil Jaan Jaandi Ye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Neend sai mera taluq he nahi bersoon sai

Khwaab aaker meri chat per tehaltay kyun hain

Main na jugnoo hoon na deya, na koi tara

Roshni walay phir meray naam sa jaltay kyun hain

Share this post


Link to post
Share on other sites

Apni to mohabbat ki itni kahani hai,

Tooti hui kashti or thera hua pani hai,

Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,

Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

na gila rahay na gumaan rahay, na guzarishain hain na guftugu

Woh nishat-e-waada-e-wasl kia, humain aitabaar ab ab nhi

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aesay Zakhmoon Ka Kya Karay Koi,

Jin Ko Marham Say Aag Lag Jaey,

Kaash Aey Zindagi Ki Raq'qasa,

Teri Cham Cham Say Aag Lag Jaey.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tumhein Yeh Gila Hay Jaana K Mizaaj Kioun Hay Barham,

Kaho Kesay Muskuraon Mera Sheher Jal Raha Hay.

Share this post


Link to post
Share on other sites

اے رگِ جاں کے مکیں تُو بھی کبھی خود سے سن

دل کی دھڑکن تیرے قدموں کی صدا لگتی ہے

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jaan-e-Mohsin mera hasil ab yehi mubham tehreerain

Shaire kehnay ka hunar bhool gaya teray baad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Isi Rastay Mein Aakhir Wo Kari Manzil Bhi Aaey Gi,

Jahaan Dam Toor Day Gi Yaad-e-Yaaran Hum Na Kehtay Thay,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Tu hai suraj tujhay maloom kahn raat ka dukh

Tu kisi roz meray ghar main utar sham k baad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Lout Aaey Na Kisi Rooz Wo Aawara Mizaaj

Isi Aas Pay Khool Rakhtay Hain Dar Shaam K Baad

Share this post


Link to post
Share on other sites

Kuch Is Ada Say Aaj Wo Pehlu-Nasheen Rahay,

Jab Tak Humaray Paas Rahay Hum Nahi Rahay,

Jaa Aur Koi Zabt Ki Dunya Talaash Kar,

Aay Ishq Hum To Ab Teray Qaabil Nahi Rahay,

Share this post


Link to post
Share on other sites

mai asaib zdaa dar ka ghr ho mohsin..

jissay kha gai deemak ki trah dastak ki tamanna..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Phir Daaman-e-Umeed Wo Phoolon Say Bhar Gaya,

Jaadu Bhari Nigaah Say Jaadu Sa Kar Gaya,

Ek Be-Khudi Ka Naam Mohabbat Hay Doosto,

Chahat Mein Kis Ko Hoosh Hay Kya Kya Guzar Gaya,

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jis ka wajood nahi..Wo hastii kis kaam ki..

Jaha dil na lgay wo basti kis kaam ki

Yaad ap ki aye or hum yaad na krain..

To apni peyaari c dosti kis kaam ki..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Zabt Ka Ehad Bhi Hay Shooq Ka Paymaan Bhi Hay,

Ehad-o-Paymaan Say Guzar Jaanay Ko Jee Chahta Hay,

Dard Itna Hay K Her Ragg Mein Hay Mehsher Barpa,

Aur Sakoon Aesa K Mar Jaanay Ko Jee Chahta Hay,

Share this post


Link to post
Share on other sites

WOh uktaya sa rehta hai hmari wafaoo se..

Usay kehna hmay majboori ki mohabbat achi nahi lagtii

Share this post


Link to post
Share on other sites

Mat samjhna K so kr Tumhaien bhool jatay hain

"WAfAI"

Hm tu Sotay hain tmhaien Khawb mn Dekhnay K liye.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!

Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.

Sign In Now

×

Important Information

We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.