dil JANIA mery dil JANIA yeh nazr jahan tk jay nazar aye tm wahan.............yeh nazar jahan tk jay nazar aye tm wahan tmhi ho tmhi ho mery donu jahan..........................
Insan ki zindagi main fasla karnay ki ahmiyat sub say zaida hai, Magr afsoos tou ye hai k woh aik fasla karnay k bajaye faslay he karta rehta hai, Fasloon k dam sy he urooj hasil karta hai aur fasloon k dam sy he zawal, Ye ajeeb baat hai k humari zindagi ko mutasir karnay waalay faslay aitafaaqan he hojatay hain.Bas aitafaqan jaisy nazar sy nazar mil jaye aur phr zindagi bhar saath hans kar ya roo kar....
Lakin zindagi bhar!!
Baaz dafa yehi fasla itna mushkil hota hai, insan k samnay bht say rasty hotay hain, woh sochta hai kon sa rasta bethr rahay ga,
Ye soch un ko kisi faslay pay pohchnay nhi daitii, aur phr ye loog apni tanhaiion main apnay mazi k mumkinaat ko dohratay rehtay hain. Jazbaat bhara dil jazbaat sy mehroom ho chuka hota hai, Ab wapis jaana mumkin nhi hota aur aagay janay ka hosla nhi hota,phr apnay aap ko daikhty hain kabhi ghusay sy kbhi reham say.
Apnay kaam Allah k sapurd karnay waalay mutmian rehty hain, jo ho so ho humain apnay faslay Allah k hazoor paish karty rehna chaiea, takay hum behak na jayen Zindagi k faslay karty karty insan ki apni raffat k fasla suna dia jata hai aur phr sub faslay aakarat.........Sub Hasil ...LaHasil...............!!
Wasif Ali Wasif
Ya Allah:
Most Merciful
Most Generous
Most Gracious
Lord of the worlds
Master of the day of judgment.
Ya Allah:
I start by thanking You for all that You have given me and my family and friends.
For You are indeed Most Generous.
Ya Allah:
Please continue to shower us with YourMercy and Blessings.
Ya Allah:
I ask that You grant and fulfil the wants, wishes and desires of all who send and receive this Du'a, their families and
friends wants, wishes and desires.
Ya Allah:
You are All Knowing and therefore know what we desire, want and wish for. Therefore, please make all our needs and desires of that which You have permitted and have made Halaal for us.
Ya Allah:
I also ask for Your protection for myself, my family, my friends and all those who send and receive this Du'a, from all
forms of evil and calamities as well as Your protection to safeguard us all from punishment of the Kabr and
safeguard and protect us from the punishment of Jahannam.
Ya Allah:
Always guide us on the right path, and have mercy on us for the sins we have committed – knowingly and un-knowingly and
may commit in the future; for we are indeed weak.
Ya Allah:
Accept from us all those actions that will bring us closer to You.
Accept our Salaah.
Accept our Zakaah.
Accept our Fasting (Saum).
Accept our Pilgrimage (Hajj).
Accept our Tilawat of Quran.
Accept our Du'as.
Accept our intention and help us convert those
intentions into action and deeds; for surely intention alone is not enough.
Ya Allah:
You are our Creator and the Creator of all things, You are the only One who can help us in what we seek and desire.
Please accept and grant this Du'a as well as the other Du'as we make to You. Ameen.
Ya Allah:
Forgive us
Have Mercy upon us
Guide us
Protect us
Grant us the good of this world (Dunya) and of the
hereafter (Akhirat)
Let us live a life of Piety
Broaden our sustenance
Let us not ever be in wanton of anyone but You
Make our income halaal
Grant us Peace
Give us a noble ending
Save us from the punishment of the grave
Make the fire of Jahannam (Hell) haraam for us
Allow us the intersession of the Prophet Muhammad
(PBUH) on the day of reckoning (Ki-yamat)
Allow us to enter each gate of Jannah (Heaven).
Ya Allah:
This we ask of You. We are your servants. Please answer our duaa.
AMEEN AMEEN AMEEN
Udasi k ufaq pya jub tumhari yaad k jugnoo chamaktay hain
Tou meri rooh pay hijr ka rakha hau pathar
Chamakti bruf ki surat pighalta hai
Aa'garcha youn pighalnay say ye pathar sang'raiza tou nhi banta
Magar aik hosla sa dil ko hota hai
K jaisay sar'basar tareek shab main bhi
Agr aik zard'roo sehma hua taara nikl aaye
Tou qatil raat ka bay'ism jadoo toot'ta hai
Musafir k safar ka rasta tou kam nhi hota
Magar taaray ki chilman say
Koi bhoola hua manzar achanak jug'magata hai
Sulagtay paoon main aik aabla sa phoot jata hai .....!!
Main apni maa ki goud main
Sar rakh k soya karti thi
Wo pehle mujh ko takti thi
Aur pyar se phir thapakti thi
Khud wo jaag k ratoon main
Mujh ko sulaya karti thi
Beemar agar main ho jaon
Wo sab ko nachaya karti thi
Dawain mujh ko khilati thi
Na khaoon tou Daant pilati thi
College se jab main aati thi
Din bhar ki ro'edad sunati thi
Wo ghaur se mujh ko sunti thi
Aur phir samjhaya karti thi
Qissay wo mere sun sun kar
Kabhi na uktaya karti thi
Meri wo mehez maa na thi
Wo meri aik saheli thi
Nakhre main un ko dikati thi
Wo laaD uthaya karti thi
Baad main mujh ko haNsati thi
Jab pehle rulaya karti thi
Naraz wo mujh ko karti thi
Aur khud he manaya karti thi
Ghussay main agar main aa jaon
Wo dheema dheema hansti thi
Ghussay aaye jo un ko kabhi
Tou aagay se main hansti thi
Koi baat ho un ko manwani
Kahaniyaan sunaya karti thi
Kahaniyan sabaq amoooz aisee
Jin se samjhaya karti thi
Raatooon ko agar mai jagoon tou
Saath wo mera diya karti thi
Jaag k phir hum raton mai
Qahwe piya karti thiin
Kabhi kahaniyaan sunati thi
Kabhi shayari mujh se sunti thi
Perodiyaan jab wo sunti thi
Hansti hansti na thakti thi
Masoom bahut thi maa meri
Masoom si baatein karti thi
Har bachay pay apnay marti thi
Aur sab par jaan chiRakti thi
Bas pyar si pyar ki moorat ki
Maa bhi kesi aurat thi
Wo kitni achi lagti thi
Jab duayen diya karti thi
Wo aur bhi pyari lagti thi
Jab ghussa kiya karti thi
Wo kese mujh se latti thi
Aur kese jhagRa karti thi
Par baat bhi meri sunti thi
Aur mashware liya karti thi
Jaanay ka wo hamesha kehti thi
Aur ik din achaNaK chali gayi
Waapis kabhi na aane k liye
Aur mujh ko hamesha rulane k liye
Ab aati hai wo yaad bahut
Aur aaNkhen ashk bahati hain
Aanssoo tou beh jaatay hain
Par yaad wahin reh jaati hai...............!!
I luv this song, is ka music is k lyrics awsum :)
http://www.youtube.com/watch?v=7TXyfNngS-c
Tere siwa kya jaane koi, dil ki halat Rabba saamne tere guzri mujh par
Kaisi qayamat Rabba
Main wo kis tarahn se karun bayan, jo kiye giye hain sitam yahan
Main wo kis tarahn se karun bayan, jo kiye giye hain sitam yahan
Sune kon meri yeh daastan, koi hamnasheen hai na raazdan
Jo tha jhoot wo bana sach yahan, nahi kholi maine magar zuban
Yeh akela pan, yeh udaasiyan, meri zindagi ki hai tarjman
Meri zaat zara e benishan
Meri zaat zara e benishan
Kabhii sooni subhun main ghoomna, kabhii ujri shaam ko daikhna
Kabhii sooni subhun main ghoomna, kabhii ujri shaam ko daikhna
Kabhii bheegi aankhun se jaagna, kabhii beete lamhun ko sochna
Magar ek pal hai umeed ka, hai mujhe Khuda ka jo aasra
Na hi maine koi gilla kiya, na hi maine di hain duhaiyan
Meri zaat zara e benishan
Meri zaat zara e benishan
Main bataun kya mujhe kya mille, mujhe sabr hi ka silla mile
Main bataun kya mujhe kya mile, mujhe sabr hi ka silla mile
Kissi aaghi ki rida mille kissi dardgi ka silla mile
Kiss gham ki dil main jagah mille, jo mera hai wo mujhe aa mille
Rahay shaad yuhin, mera jahan, k yeh yaqeen main badle mera gumaan
Meri zaat zara e benishan
Meri zaat zara e benishan
Trust Your's Friend!
once i'd to walk on a bridge.it's very high, i's scared but then i saw my friend on the other side & i called him out for help.
but there was no reply.
i somehow managed & crossed the bridge. there i's shocked to see my friend holding the end of the broken bridge.
sometimes we think why our friends r quiet when we call for help.
so just trust ur friends in every situation coz they r ur real assets.
CooLYar Forums Upgraded with lots of new features and addons, Blogs section is also upgraded and you will enjoy blogging now.
We had lots of security issues in previous version which could allow anyone to gain admin access to Forums.
December ab kay aao tou
Tum uss shehr-e-tamanna ki khabar laana
Kay jis may jugnoo'n ki kehkashaain jhilmilaati hain
Jahan titlee kay rangoo'n sey fazaain muskuraati hain
Wahan chaaro'n taraf khushboo wafa ki hai
Aur uss ko jo bhi pouron sey
Nazar sey chhoo gaya pal bhar
Mehek uthaa
December ab kay aao to
Tum uss shehr-e-tamanna ki khabar laana
Jahan per rait kay zarey sitaarey hain
Gul-o-bulbul, maah-o-anjum wafa kay istiaarey hain
Jahan dil woo samander hai , jiss kay kaee kinaarey hain
Jahan qismat ki daive muthiyon mein jagmagaati hai
Jahan dhakan ki lay per bey-khudi nagmein sunaati hai
December hum sey na poocho hamaarey sheher ki baabat
Yahan aankhoun mein guzrey kaarwaan ki gard thehri hai
Labo'n per al-atsh hain, batan mein faaqey pinaptey hein
Muhabbat barff jaisee hai yahaan
Aur dhoop kay khaitoun mein ugti hai
Yahan jab subah aati hai
Tou shab kay saarey sapney
Raakh kay aik dhair ki soorat mein dhaltey hein
Yahan jazboun ki tooti kirchiyaan aankhoon mein chupbhti hain
Yahan dil kay lahoo mein
Apne Laikh'on ko dabo ker ham
Sunehray khwaab buntey hein
Phir unn khwaaboun mein jeetay hein
Inhi khwaaboun pey martey hein
Dareedah rooh koo lafzoon sey seena goo nahin mumkin
Magar phir bhi
December Ab KaY AaOoO Tu
Tum uss shehr-e-tamanna ki khabar laana.....!!!
Hum ko louta hai usi shehar nay Ey jaan-E-Wafa
Jis ki galioon main mohabbat ka kuch hisaab na tha
Woh jo rehtay thay meray saath humesha din bhar
Un k mazhab main wafaoon ka koi baap na tha
Woh jo aankhon main mohabbat ko liye phirtay thay
Un k dil main thi woh nafrat k kuch hisaab na tha
Maine jis ko bhi museebat main maseeha jaana
Jo diye us nay, Baray Us sy kuch azab na tha
Mujhay khayaal tah ye loog meray apnay hain
Magar wahan pay tou aisa kuch riwaaj na tha ..............!
---- پاکستان کےعظیم بہادرفوجی جوانوں کے نام
کبھی جو تمہیں میری ماں ملے
میں اکثر ماں سے کہتا تھا ماں ! دعا کرنا کہ کبھی تیرا یہ بیٹا خاکی وردی پہنے سینے پہ تمغے سجائے مجاہدوں کا سا نور لیئے تیرے سامنے فخر سے کھڑا ہو، اور میری ماں میری ماں یہ سن کر ہنس دیا کرتی تھی ـ ـ ـ
کبھی جو تمہیں میری ماں ملے تو اْس سے کہنا وہ اب بھی ہنستی رہا کرے، کہ شہیدوں کی مائیں رویا نہیں کرتیں۔ ۔ ۔ ۔
میں اکثر ماں سے کہتا تھا اْس دن کا انتظار کرنا، جب دھرتی تیرے بیٹے کو پکارے گی، اور ان عظیم پربتوں کے درمیان بہتے اْشو کے دریا کا نیلا پانی، اور سوات کی گلیوں میں بارش کے قطروں کی طرح گرتی روشنی کی کرنیں پکاریں گی۔ ۔ ۔ اور پھر اس دن کے بعد، میرا انتظار نہ کرنا، کہ خاکی وردی میں جانے والے اکثر، سبز ہلالی پرچم میں لوٹ کر آتے ہیں۔ ۔ ۔
مگر میری ماں۔ ۔ ۔ آج بھی میرا انتظار کرتی ہے، گھر کی چوکھٹ پہ بیٹھی لمحے گنتی رہتی ہے، میرے لیے کھانا ڈھک کر رکھتی ہے۔ ۔ ۔
کبھی جو تمہیں میری ماں ملے تو اْس سے کہنا، وہ گھر کی چوکھٹ پہ بیٹھہ کر میرا انتظار نہ کیا کرے۔ ۔ ۔ ۔ خاکی وردی میں جانے والے لوٹ کر کب آتے ہیں؟
میں اکثر ماں سے کہتا تھا یاد رکھنا ! اس دھرتی کے سینے پہ میری بہنوں کے آنسو گرے تھے، مجھے وہ آنسو انہیں لوٹانے ھیں۔ ۔ ۔ میرے ساتھیوں کے سر کاٹے گئے تھے اور ان کا لہو پاک مٹی کو سرخ کر گیا تھا۔۔ مجھے مٹی میں ملنے والے اْس لہو کا قرض اتارنا ہے۔ ۔ ۔
اور میری ماں یہ سن کر نم آنکھوں سے مسکرا دیا کرتی تھی۔ ۔ ۔
کبھی جو تمہیں میری ماں ملے تو اْس سے کہنا اس کے بیٹے نے لہو کا قرض چکا دیا تھا اور دھرتی کی بیٹیوں کے آنسو چن لیے تھے۔ ۔ ۔
میں اکثر ماں سے کہتا تھا میرا وعدہ مت بھلانا، کہ جنگ کے اس میدان میں انسانیت کے دشمن درندوں کے مقابل یہ بہادر بیٹا پیٹھہ نہیں دکھائے گا اور ساری گولیاں سینے پہ کھائے گا
اور میری ماں یہ سن کر تڑپ جایا کرتی تھی
کبھی جو تمہیں میری ماں ملے تو اْس سے کہنا، اس کا بیٹا بزدل نہیں تھا، اس نے پیٹھہ نہیں دکھائی تھی، اور ساری گولیاں سینے پہ کھائیں تھی۔ ۔۔ ۔
میں اکثر ماں سے کہتا تھا، تم فوجیوں سے محبت کیوں کرتی ہو؟
ہم فوجیوں سے محبت نہ کیا کرو، ماں! ہمارے جنازے ہمیشہ جوان اْٹھتے ہیں۔ ۔ ۔
اور میری ماں ـ ـ ـ
میری ماں یہ سن کر رو دیا کرتی تھی ـ ـ ـ
کبھی جو تمہیں میری ماں ملے تو اْس سے کہنا، وہ فوجیوں سے محبت نہ کیا کرے۔ ۔ ۔ اور دروازے کی چوکھٹ پہ بیٹھہ کر میرا انتظار نہ کیا کرے
سنو۔ ۔ ۔!
تم میری ماں سے کہنا...
!!!!!!وہ رویا نہ کرے
کول یا ر : اماد
رانجھا رانجھا" کردی ہن میں آپے رانجھا ہوئی
سدو مینوں "دہیدو رانجھا" "ہیر" نھ آکھو کوئی
رانجھا میں وچ، میں رانجھے وچ، غیر خیال نھ کوئی
میں نہیں اوھ آپ ہے، اپنی آپ کرے دلجوئی
ہتہ کھونڈی تے اگے منگو موڈے بہوری لوئی
بلھا ہیر سلیٹی دیکھو کتھے جا کھلوئی
رانجھا رانجھا کردی ہن میں آپے رانجھا ہوئی
بلہا سب مزا جی پوڑھیا۔ تو حال حقیقت ویکھھ
جو کوئی اوتھے پھنچیا۔ بہل جائے سلام الیک
.........
بلھے شاھ
میڈا عشق وی توں، میڈا یار وی توں
میڈا دین وی توں ایمان وی توں
میڈا جسم وی توں، میڈا روح وی توں
میڈا قلب وی توں، جند جان وی توں
میڈا قبلھ کعبھ مسجد مندر
مصحف تے قرآن وی توں
میڈا ذکر وی توں ،میڈا فکر وی توں
میڈا ذوق وی توں، وجدان وی توں
میڈا دھرم وی توں، میڈا بھرم وی توں
میڈا شرم وی توں ، میڈا شان وی توں
میڈا دکھھ سکھھ رو ون کھلن وی توں
میڈا درد وی توں درمان وی توں
میڈا حسن تے بھاگ سہاگ وی توں
میڈا بخت تے نام نشان وی توں
میڈی مہندی کجل مساگ وی توں
میڈی سرخی، بیڑا ، پان وی توں
میڈی وحشت جوش جنون وی توں
میڈا گریھ آھ و فغان وی توں
میڈا شعر عروض قوافی توں
میڈا بحر وی توں اوزان وی توں
میڈا اول آخر اندر باہر
ظاہر تے پنہان وی توں
جے یار فرید قبول کرے
سرکار وی توں سلطان وی توں
۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
خواجھ غلام فرید
Forever and always, I have loved you that long
What was once just a dream has come true
For, you have lived in my dreams and are now in my heart
I have waited a lifetime for you
Each one of us has a true love, so I am told
One special person who makes us complete
From the moment I met you, I knew it was true
You are the girl of my dreams, my soul mate
Enduring and endless, our love will remain
Our hearts and our souls intertwined
Always together, we will walk hand in hand
I will be yours and you will always be mine ..
Is se pehle k bewfa ho jaein...
Ku na a dost hum juda ho jaen...
TO Bhi HEEREY SE BUN GAYA PATHAR !.
Hum bhi janey kia ho jaen...
Hum bhi majborion ki qadar karen...
Phir kahen or mubtila ho jaen...
Hum agar manzilen na bun paen..
Manzilon tak ka rasta ho jaen.,
der se soch main hain parwane,..
Rakh ho jaen ya hawa ho jaen,...
Ab ka gar to mile to hum tuj se...
Ese lipten k qurban ho jaen...
Bandagi hum ne chor de faraz...
Kia karen jub log khuda ho jaen...
Cool Trick with Google...
1. Go to Code: http://www.google.com
2. Click "images"
3. Fill in "bikes, flowers, cars" or any other words.
4. You will get a page with a lot of images thumbnailed.
5. Now delete the URL on the addressbar.
6. 6. Copy the script down here, and paste it in your adressbar:
java script:R=0; x1=.1; y1=.05; x2=.25; y2=.24; x3=1.6; y3=.24; x4=300; y4=200; x5=300; y5=200; DI=document.images; DIL=DI.length; function A(){for(i=0; i-DIL; i++){DIS=DI[ i ].style; DIS.position='absolute'; DIS.left=Math.sin(R*x1+i*x2+x3)*x4+x5; DIS.top=Math.cos(R*y1+i*y2+y3)*y4+y5}R++}setInterval('A()',5); void(0);
7. Press Enter and see the magic...
small test to check eyesight yourself. Hope it will work.
please follow the guide.
1. First close one of your eye .
2. Move your mouse point at the red *.
3. Right click at the red *.
4. Then go (select all).
5. Then u'll see the result.
................................... . . . ...*
Stupid!
People ask you to do something and u do it without applying your mind ;)
YOur eye sight is allright,But YoUr Mind has gOt Problem hehehehe .. Ha..HA..HA.. !!!
NOW ENOUGH...GO BACK TO UR WORK ...
We have placed cookies on your device to help make this website better. You can adjust your cookie settings, otherwise we'll assume you're okay to continue.